Can i see my deductive posts ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    Assalam o alaikum.. Ji aapne bilkul theek kaha k ager hum apni deductive posts dekh len to humain apni mistake ka idea hojaye to hum next time mistakes avoid ker sakenge, but unfortunately humare pas aisa koi option nahi hy k hum apni deductive posts dekh saken..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      nahi ek jo posts deduct ho gae samjho k wo ho gae wo dobara count nahi ho ge is lye hume chahye k hum yha pay apni posts ko samjhe aur kare ta k hum achi tarha say apnay kam ko kar sake.
      • #198 Collapse

        dost apka sawal bilkul sahi hai janab agar hamen pata chal jaye kay hum ne konsi threading kay against posting ki hai jo dedct ho gai hai to hum next time thread ke carefully se hi jawab den gay aur agar hamen pata hi nahi chaley ga kay hamari konsi post deduct hui hai to hum apne apko aur perfect nahi bana sakte.. ...
        • #199 Collapse

          es baat ko choro ap ne un ko dek kr kya krna he ap apna work kry threed type kry forex ke hawale se pak forum ka baqi logo ko hesa bane taky pak forum me ziada se ziada log ae or es se profit hasal kry falto baato se kya hota he aor koch be nahe melta he
          • #200 Collapse

            is k abry main main nahi janta k hum dykh skty hain yah nahi,lekin aysa hona chahiy ta k hum apni mistak eko jan sakain aur aydnad is sae parhaiz karain.i think post dedutc hony k vaja yeh hoti hai k hum ghyr zarori bat krty hain yah immmoral reply krty hain.
            • #201 Collapse

              g nai aisa koii zariya nai jahan se apki post view kii jayein jo deduct hogyee hain so apkopost krne se pehle is baat ki care krnee chaye k wo topic se related ho and ussay koii information hasil ho
              • #202 Collapse

                Nahi bhai jaan ap ki jo post deduct ho jaati hain ap yaha apni un post ko nahi dekh sakte wo post remove ho jaati hain jis ko hum kisi bhi optyion se nahi dekh sakte baqi is baare me ap admin se maloom karen wo theek se bata dain ge......
                • #203 Collapse

                  bhai jaan apne bilkul theek kha ke agr hum ko pata chal gaye to hum wo galti nex time na kre wo mistake jas ke waja se mre post ko cancel kya gaya hia wo agr hum dakh le to hum wo again mistake na kre.hme is me zyada se zyada kam krna chahiye aur sabr krna chahiye
                  • #204 Collapse

                    Wa alaikum salam nahee bhai esa nhe hoskta hey k aap deduct honay wali posts ko dekh saken kyn kay esa koi option mojood nahe hey haan aap total number of posts dekh sktey hen kay kitni posts deduct huwe heen or esa aap apnay profile mey ja ker dekh skty hen.
                    • #205 Collapse

                      ji haan bilkul sahi kaha app nay k humari kuch post aksar deduct hojati hain agar hum un post ko kisi terha dekh sakin to humain ye idea hojaye k kis post main kya mistake ki thi hum nay or next time hum us galti ko repeat nahi karingy or hum apny bonus ko khony say bach jaingy.
                      • #206 Collapse

                        Jee bhai jaan ap ki baat to kafi had tak theek hai magar forum me esa koi bhi option nahi hai jis se hum hamari deduct post ko dekh saken lekin hume chayye ke hum 7 din se porani wali thread par post karen to hamari postdeduct hi nahi ho gi......
                         
                        • #207 Collapse

                          jna,,,,,,,app konsi post k bary mai puch rahy haqin mai un k bary mai bilkul bhi nahi janti jnab,,trading aik bohat he acha business hay jnab,,,,,,,,,,is mai kaam kar k kafi mza bhi atahy jna,,,,,,,,,
                          • #208 Collapse

                            Aisi koy bate nahi hai ka ap apni deducted post ko check kr sakyn wo actually unhi threads k sath hi delete ho jati hian jo bekar hoti hain aur apko chahay ke 3 day purain thread main posti
                            • #209 Collapse

                              bhai agar esa hojae to bohot he acha hai k hum apni deduct ki huei postings dekh saken lekin esa posible nahe hai kiyon k hum jo psting kerte hain wo already right he hoti hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                nahi sir aap apni deductive post ko nahi dekh sakty hain magar Pakistan Forex forum mai post jab deduct hoti hain jab hum thread se relative answer nahi dety hain or dair line kam se kam thread ka answer dena hota hain or kam lines mai dety hain tabi post deduct hoti hain forum mai..
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X