Important Information About Bullish Sandwich Candlestick Pattern In Forex Market.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important Information About Bullish Sandwich Candlestick Pattern In Forex Market.
    Assalamu Alaikum dear friend I hope aap sab khairiyat se Honge aur Apna best work kar rahe hoge Jab aap ismein best working karna chahte hain to aapko hard work karna hota hai aur Apna acche tarike se analysis Karke trading karna Hoti Hai jitne acche Anil se aapke strong Honge aur aap is market Mein itni acchi entry ke sath Apna Achcha profit achieve kar sakte hain isliye aapko koshish Karni chahie kya aap ismein Jyada Se Jyada Apne analysis ko strong Karen Taki aapko is market Mein best result Mile main aaj aapse bahut hi important information discuss Karunga to Mera topic hai bullish sandwich candlestick pattern kya hai Ham is per Kaise kam Karke profitable trading kar sakte hain.

    What is Bullish Sandwich Candlestick Pattern:

    Dear bullish sandwich candlestick pattern Ek bullish trend river cell pattern hai jo ki market ke Bair stand Mein banta hai is pattern Mein Do black real body wali candles Ke Darmiya Nek white real body wali candle Hoti Hai Jiski vajah se yah pattern sandwich se mushahbat Rakhta Hai donon black candlestick ek hi point per band hone ki vajah se vah ek support level ban jata hai pattern Mein fast black candle ke bad Ek white candle hoti hai jo ki stand ke down Jaane Mein rukavat dalti Hai jabki last per Ek Aur third black candle banti hai Jiske close sem first candles ke close Jaisa Hota Hai jisse market Masjid jaane se rok jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	13
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12555867

    Identification of Bullish Sandwich Candlestick Pattern;

    Bullish sandwich candlestick pattern Ek bullish trend reversal pattern hone ki vajah se mostly price Pahle Se bairs trend Mein Hoti Hai pattern 3 candles par mustameez hota hai jismein fast aur third candles black Jab Ke second candle white Hoti Hai pattern ki first candle Lake black real body wali Badi candle Hoti Hai Jiska close price bagair Shadow ke hota hai pattern ki second candle Ek Badi real body wali white candle Hoti Hai Jiska open price and ke close price se above aur close price black and escape top per Hoti Hai pattern ki third candle Ek Badi real body wali black candle hoti hai jo ki first Black candles ke close point per close Hoti Hai jisse donon candles ka close position support point ban jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	2
Size:	30.2 کلوبائٹ
ID:	12555868

    Bullish sandwich candlestick pattern black white black teen candles by Mr X sandwich shape ka candlestick pattern hai jo ki kam price wale area Mein banta hai pattern ki second candle first or last candle se different color ki hoti hai aur yah Darmiyan wali candle se size mein badi Hoti Hai yah pattern price mein bahut kam hi banta hai but yah ek strong pattern Hai pattern ki fast candle se market Mein sellers ke pressure ko show Kiya jata hai.

    Trading With Bullish Sandwich Candlestick Pattern:

    Bullish sandwich candlestick pattern market Mein sailors or buyers ke Darmiyaan Ek pressure Ko Dikha Rahi hoti hai but is first or last candles ek hi Point Pe band hone se seling pressure takariban khatm ho jata hai market Mein traders ki entry ke liye confirmation candles ki jarurat mein traders ki entry ke liye information candles ki jarurat Hoti Hai Kyunki koi bhi pattern bagair confirmation ke natural pain hota hai agar market Mein forth candles Ek real body wali white candle banti hai to yah position market mein bye ki entry ki position Hogi.

    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	8
Size:	31.8 کلوبائٹ
ID:	12555869

    Bullish sandwich candles take a pattern ke first candle se market Mein sellers ki pressure ko show Kiya Jata Hai Jisko second candles ki help se kam Kiya Jata Hai Jab third candle se Dobara se market ke control karne ki koshish karte hain but first candles ke support level ko breakup nahin karta jisse price second Se Mat chal padati hai yah pattern price ke liye ek double Lo Ya position support level create karti hai Agar market Mein 4th candle Ek rear Badi wali candle banti hai to yah position market Mein bike ki entry ki position Hogi price Mein pattern ki first aur third candles kar lower position pe set hoga.

اب آن لائن

Working...
X