Point and Figure Chart Pattern Kab Use Hota
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Point and Figure Chart Pattern Kab Use Hota
    Point and Figure Chart Pattern Kab Use Hota Hay
    Introduction
    Dosto waise to forex main use hone wale bohat se charts hain magar jis chart ka hum is mozu main zikr karne wale hain us ko point and figure kaha jata hay aik point or figure chart future bands ya commodities ya stocks prices ke movement banata hey es baat ka kheyal key baghair keh time kaisay spend hota hey chart ke kuch dsree eksam jaisay candle stick kese khas assert ke movement degree ko neshan zad karte hey jo keh price ke khas mekdar ke nomaindge karte hey

    Under Discussion Points
    Zere bahas points ko detail main janne ke liye neche mulakhat farmain
    1 What Is Point And Figure Chart Pattern?
    2 Support Level
    3 Resistance Level
    4 Trading With Point And Figure Chart Pattern
    5 Note


    What Is Point And Figure Chart Pattern?
    Yeh chart pattern long period mein investor kay ley banaya geya hey point and figure chart ke kesam mein trading kay doran achay time period entry or exit points ka tayon karnay kay ley asaan tareen tarekon mein say aik hey woh har baat mein demand or supply ko nazar mein rakhtay hein or new trend ko nazar mein rakhtay hein point and figure chart mein jo cheez monfarad banate hey woh yeh hey keh yeh wakt kay guzarnay ka hesab nahe rakhta
    Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	2
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12555812

    Support Level
    yeh woh level hey jahan par trader r investor ko yakeen hey keh support kay neshan ko marnay kay bad prices boland hona shoron ho jain ge jab trend reversal ya up trend ko shorn karnay kay ley 0 kartay hein to yeh trend ofke line say start ho jata hey

    Resistance Level
    Horizontal woh line dekhate hey keh jo keh resistance line dekhate hey jen ko point and figure chart pattern mein talash karnay ke zaroorat hote hey trend ke lines say pata chalta hey keh resistance ke paish raft high energy kay sath hote hey yanee baray volume or chezon ke taize say increase hote hove price kay sath resistance ko daikha jata hey

    Trading With Point And Figure Chart Pattern
    Aksar trader abhe es baat ka concept use kartay hein keh support or resistance kahan par hein o chart ke dosre types ka estamal kartay hein kuch ka kheyall hey keh support or resistance ke level , breakout point and figure chart par zyada wazah tor par bean kea geya hey woh sochtay hein keh yeh chart price ke chote movement ko filter karta hey or wrong breakout kay ley kam hasas hey
    Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	1
Size:	23.0 کلوبائٹ
ID:	12555813

    Note
    Koi bhe char koi bhe trading strategy aap ke kam karne ke principles ko chang nahe karte jaisa ke secure trading ke liye Stop Loss Theory yaksan faidamand hay
    Thank you for your attention

اب آن لائن

Working...
X