overbought oversold indicator
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    overbought oversold indicator
    what is overbought and oversold indicator :




    overbought and oversold indicator aik technical indicator hey jo keh forex market mei price kay chart par kese assert ya currency pair higher price or lower price k indicate karta hey yeh forex market mein sab say mashhoor or aam indicator hey jesay forex trader estamal kartay hein kun keh price hamesha onch neech ke shape mein kam karte hey trading kay aik thamb ka rule yeh hey keh ap ko aik higher price par sell karna chihay or low price ka buy karna chihay overbought oversold indicator forex chart par higher or lower level ko talash karnay kay ley estamal kea jata hey



    overbought oversold indicator




    internet par mkhtalef kesam kay indicator dasteyab hotay hein jo keh forex chart par zyada ya kam price wallay zone ko dekhatay hein laken hum serf en teen sar e fehrast indicator ke bat karen gay
    relative strength index
    stochastic oscillator
    price action indicator


    relative strength index



    relative strength index jo keh forex chart par 0 or 100 line kay darmean mein movement karta hey es mein pehlay say tay shodah level hein hote hein jo keh 70 ya 30 ke level hote hein
    mesal kay tor par ager price 70 level say opar rehete hey to price overbought halat mein hote hey jo keh bullish trend hote hey jo keh forex market mein bullish trend ko bearish trend mein tabdel karnay wale hote hey RSI 30 level say nechay gerte hey to es ka matlab yeh hota hey price zyada over sold level kay hallay mei hote hey yahan say trader buy ke entry lay saktay hein



    stochastic indicator:



    stochastic oscillator jokeh forex market mein aik specific time par gap kay sath prices ke limit kay sath single close hnay wale candle stick ka mawazana karta hey yeh action or karkardege forex market mein RSI indicator ke tarah hey indicator mein pehlay say tay shodah 2 levels hote hein stochastic ke 80 level overbought kay halat ko indicate karte hey or stochastic ke 20 ke level oversold kay halat ko identify karte hey forex market mein technical analysis ke wajah say selling kay signal paida hotay hein dosree taraf overbought ka signal paida hota hey jo keh price ke line ko 20 ke level ko abore karta hey



    price action indicator



    overbought oversold ke prices ke level ko identify karnay kay ley estamal honay wala last or sab say best indicator hey forex market mein new or intermediate trader es level ko behtaren estamal kartay hein RSI stochastic oscillator ke tarah hota hey
    zaroorat say zyada oversold zyada selling kay halat ko indicate kartay hein or en sab ka analysis karnay kay ley simple action ka analysis karon ge tahum yeh screen kay time par bhe depend karta hey jo keh forex market mein overbought or versold area ka tayon kar sakta hey
    candle stick kay chart par higher high or higher low strategy ka italaq hota hey
    ager candle stick chart par 8 lower low or lower high hein to price oversold ke halat mein hey
    Click image for larger version

Name:	price-action-method-1-760x500.png
Views:	2
Size:	65.6 کلوبائٹ
ID:	12555789
    bhali kay badlay bhali

اب آن لائن

Working...
X