An overview: Divergence Forex trading Strategy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    An overview: Divergence Forex trading Strategy.
    Divergence Explained:


    Divergence aik aisi technique hai jisay traders market main technical analysis k sath use kartay huway achi entry say acha profit hasil karnay main success hotay hain. Is technique ko use kartay huway is baat ka khaas khayal rakhna chaye k jab sab technical indicator prices k trends main price k sath movements kartay hon tab is technique say acha benefit hasil kiya ja skata hai.
    Aik aur baat ko apnay mined main rakhtay hwuay is technique ka use karna chaye k jab chart pay trend ki reversal ho tab iska agar traders use kartay hain to market say acha faida hassil honay ki umeed hai otherwise is technique k rules ko follow kiye baghair is say faida hasil nai kiya ja sakta hai.

    Neechay diye gaye 2 kisam k divergence hotay hain jinko follow kartay huway market chart pay trading ko possible banaya ja skata hai:


    Bullish Divergence:


    Market chart pay bullish divergence tab happen hotay hain jab chart pay price ki movements slow hoty hai, aur price movements slow honay say traders market main technical indicator ka use kartay huway is trading technique ko use kartay hain jis say achi trading k liye perfect signal miltay hain.


    Bearish Divergence:


    Market chart pay bearish divergence tab happen hotay hain jab chart pay price high up ho, jisk sath price pay indicator point ko follow kartay huway down trend ki directions main movements start honay say is technique say signal hasil kartay huway market main trading ko possible banatay hain.


    Divergence in Trading:


    Dear!
    mairay experience k hisaab say market chart main ziada tar day traders is technique ko follow kartay hain, qk market chart pay jab price revers hoty hain to divergence technique bhi achay signal k sath market price ko change karty hai.
    Jab chart pay price ki direction change hona start hoty hain to divergence he wo 1st technique hai jiska signal price changing ko confirm karta hain jisko follow kartay hwuay traders market chart pay apni entry ko execute kartay hain aur isi tecnique ko follow kartay huway market main entry li ja sakty hai.


    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	1
Size:	174.5 کلوبائٹ
ID:	12555762

    Shukrya.

اب آن لائن

Working...
X