What is Moving Average?
Introduction :-
Traders members shuru me jab trading me shamil hoty hein to baht sary muktalif indicators istamal karty hein aur apni trading ko complex bana dety hain. Forex trading me agar ap apni trading ko or apny charts ko jitna zada sahda rakhty hein otna hi apki trading great rehti hai or traders behtreen decisions ley sakty hein.
Identification :-
Forex Trading me apni trading ko simple create karny key lihy aap apny chart main thory indicators lagahy or few rules jo un indicators kay lehy important hein un ko follow karein. Isi tarah agar members charts par focus karein to market main apko 2 important chezey nazar ati hein. Ya to market ksi bhe trend me hoti hai jis tarah kay buy trend ya sell trend me ya phir market range main chal rahi hoti hai.
Analysis :-
Ap market ka idea technical analysis ko istamal kar kay laga saktay hein ky market trend me hai ya range main chal rahi hai. Then ap indicator ke help sy andaza laga sakty hein kay market me enter ya exit konsy point pe hona hai.
Moving Average :-
Moving average kisi bhi strategy kay lehy aik simple or aik bht hi acha indicator hai. Moving average sy apko trend ko identify karnay main asani rehti hai or traders ye indicator istamal kar kay easily achi entries ley sakty hein. Traders apny chart ky andar aik ya aik sy zada moving average indicators laga sakty hein, or trend me buy ya sell kar sakty hein. Simple Moving Average [SMA] nechy picture me show ho rha hai.
Chart :-
Chart ky andar ap dekh sakty hein kay 200 day SMA sy apko clear downtrend show ho raha hai. Is tarah aap kisi bhi achy point sy sell ke entry lay sakty hein, or jab tak market moving average sy below rahy ge to market ka trend nechy hi rahy ga. Jab market moving ko break karti hai jesa kay ap picture main dekh sakty hein us kay baad trend ke direction tabdeel ho jati hai.
Calculate of moving average :-
> SMA = A1+A2+....An/n
> A= Data points
> N= Number of time periods
> EMA= (VtX(s/1+d)+EMAyX(1-(s/1+d))))
> EMAT= EMA today
> Vt= Value today
> S= smoothing
> D= number of days
Moving averages (SMA) Simple moving average, aur (EMA) exponential moving average zada rae istamal hota hai. In dono k darmiyan difference ye hai k simple moving average date set main average ka koe weighting nhi deta. Jab ky exponential moving average current price ki zada weighting deta hai.
Procedure :-
1- Specific period k lehy Simple Moving Average ka hesab lgaye.
2-Formula ko istamal karty huhy EMA ko weigting deny k lye multiples ka hesab lgaye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим