Introduction
Kya हाल-चाल hai ummid karta hun sab log khairiyat hai jo market Mein Achcha kam bhi kar rahe Honge der mat kam karne ke liye aapko kaun si jagah knowledge aur experience Hona bahut jaruri hai Jitna Achcha aapke pass knowledge Hoga Nahin Achcha problem hai
What is Technical analysis?
takneeki tajzia aik tijarti nazam o zabt hai jo tijarti sar garmion se jama honay walay shmaryati rujhanaat, jaisay qeemat ki naqal o harkat aur hajam ka tajzia karkay sarmaya kaari ka jaiza lainay aur tijarti mawaqay ki nishandahi karne ke liye istemaal kya jata hai. bunyadi tajzia ke bar aks, jo karobari nataij jaisay ke farokht aur kamaai ki bunyaad par security ki qader ka jaiza lainay ki koshish karta hai, takneeki tajzia qeemat aur hajam ke mutalea par markooz hai .
Key Takeaways;
takneeki tajzia aik tijarti nazam o zabt hai jo sarmaya kaari ka jaiza lainay aur qeemat ke rujhanaat aur chart par nazar anay walay namonon mein tijarti mawaqay ki nishandahi karne ke liye istemaal kya jata hai. takneeki tajzia karon ka khayaal hai ke maazi ki tijarti sargarmia aur security ki qeematon mein tabdeeli security ki mustaqbil ki qeemat ki naqal o harkat ke qabil qader isharay ho sakti hai. takneeki tajzia bunyadi tajzia se mutsadam ho sakta hai, jo tareekhi qeemat ke namonon ya stock ke rujhanaat ke bajaye company ke maalyaat par tawajah markooz karta hai .
Dear forex friend forex trading aik bohat he behtreen aur profitable business hai is men ache kamyabi hasil krna mushkil nahi hai Lekin us k liye zaroori hai k hum is k asool parh kr kaam krny ki koshish kren tabi hum ache trading ko possible bna sakty Hain aur is k Sath Sath humen chaheye k hum Yahan apny analysis ko behtr bnane ki koshish krenDear friend forex ki market ko analyse krny KY liye hum three types k analysis ka istemal krty hain
1: Technical analysis
2: Fundamental analysis
3: Sentimental analysis
Dear hmare topic k according hum Yahan technical analysis ko study kren ge aik bt yaad rakhen technical analysis men hum different indicators aur chart patterns istemal krty Hain Lekin yeh hmari trading ko usi waqt kamyab bnaty Hain jb hum in ko ache tarha seekhny KY Baad istemal krty Hain technical analysis men Jo zyada tar patterns istemal hoty Hain wo ye Hain
Bar chart
Line chart
Support and resistance
Flag pattern
Cup and handle pattern
In patterns ko istemal krny ka acha tareeqa yehe Hain k in ko pehle demo per apply Kiya jae aur ache Tarah seekhny k Baad real account men apply kr k ache earning ko possible bnaya jae
New members ko bi koshish krni chaheye k wo bi in patterns ko seekhny ki koshish kren ta k wo bi acha kaam kr saken aur is k liye unhen apny seniors ko bi follow krna chaheye q k seniors humen acha guide krty Hain aur ache learning provide krty hain