Elliot wave

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Elliot wave
    Explanation of Elliot Waves Theory

    *Asalam o alaikum* members Jaisa ki Ham Sab Jante Hain K market mein convergence aur divergence hoti rahti Hain Jiski Surat mein Kuchh waves create hoti hain jinko Elliott wave se Mushbihat di Ja sakti hai Elliott wave main market waves ki shakal main movement kerti hai jis mani aap alphabetical conuting ki shakal main bhe ho sakti hai ya sirf app digits ki shape main bhi ker sakty hain us main market correction bhe kerti hai oir ap ko ye knowledge ager hasil kerna hai to kisi expert say seikhna ho ga pher he us main app aik achy trader ban pao gay ye assan nahe hia volume spread analysis say bhe mushkil hai.
    The Elliott Wave theory is a form of technical analysis that looks for recurrent long-term price patterns related to persistent changes in investor sentiment and psychology. The theory identifies impulse waves that set up a pattern and corrective waves that oppose the larger trend.
    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	2
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12555596
    Types of Elliott Waves

    • Impulse waves
    • Corrective waves



    Impulse Waves

    Impulse waves bullish trend Mein ban rahi Hoti Hai inwave ko aap impulse wave ka naam Dete Hain dear jab market Mein different waves ban rahi hoti hai.

    Corrective waves

    Corrective waves ki sorat main market bearish trend Mein movement Karti Hai To aisi situation main corrective waves Banti Hain.

    Is Elliott wave good for trading?

    Elliot Waves hamesha market kay trading terminal per waves ki Shakal Main Apni movement ko
    jari rakhti hai Elliott Wave ka principal technical analysis Finance traitor ke liye hai Elliott Ek complete theory hai dear friends Elliott Wave ko acchi Tarah se study kar sakte hain aur isko acchi Tarah se understand bhi kar sakte hain Elliott Wave calculation per depend nahin karte dear friends Kyunki Elliott Bhi ik Tarah ka trading pattern hai isliye Hamen ine per blindly etbar nahin karna chahie Elliott Wave calculation per depend Nahin karte yah financial market ki history ko use karti hai Elliott Wave theory Ka istemal Karke Ham market Mein Achcha Se Achcha profit Hasil kar sakte hain.
    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	6
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	12555595

اب آن لائن

Working...
X