Leading Vs Lagging Indicators.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leading Vs Lagging Indicators.
    Description.

    Dear friends Market Mein trend ki strenght ko find karne ke liye is mein Kuch aisaye indicator Hote Hain Jo price ka trend badalne se pahle hi Ishara kar dete Hain friends Lagging indicator ke about To Hamen bahut jyada indicators mil Jaate Hain Hamen unko explain check karna chahie aur friends leading indicator hote hain ye Akshar Hamare Sath dhoakha karte hain aur Hame sahi signal provide Nahin karte hain Jiski wajha say ham is market ke andar nuqsans kar lete hain.

    Click image for larger version

Name:	images (48).jpeg
Views:	7
Size:	20.2 کلوبائٹ
ID:	12555578

    Categories of Indicators.

    • Leading indicator.
    • Lagging inducators.


    Introduction to Leading indicator.

    Dear friends leading indicators ka disadvantage ye hai kay trader ko us time par anticipate karna hota hai jb ye move start he ni howa hota aur in kay ntaaij main aksar wo buri jaga py ya trend reversal k time par market ma in ho jaty hain aur friends indicators allow karty hai k trader move k start ma he market ma in ho jaian technical indicator hoty hain jo use karty hain previous price data or es sy forecast karty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (36).png
Views:	7
Size:	16.0 کلوبائٹ
ID:	12555579

    Introduction to Lagging indicators.

    Dear friends Lagging indicator aisy indicator Hain Jin Se Hamen Hamesha profit Milta hai agar Hamen in ko acchi tarike se judge karte hain dear friends Laging indicator main MACD indicator past data main say calculate hota hay aur phir sky bad yechart per plot hota hay aur chart par jb koi event ho jata ha us k baad lagging indicators k signals miltay hain, in ka nuksan ye hota ha k ye apko trade open karnay ma late kar daitay hain friends waist toindicators ki bahut sari type hoti hai jo ki Ham market Mein istemal karte ho yah bahut zyada benefits Hasil kar sakte hain.

اب آن لائن

Working...
X