Tweezers Bottom pattern:
Tweezers bottom pattern main do candles ka format Kuch iss tarah se create hota hai, k uss k lower ya bottom prices ka support level aik line main banta hai. Ye pattern two days candles par mushtamil hota hai, jiss main pehle aur dosre candles ka low same hota hai, lekin candles opposite colour ki hoti hai. Pattern ki peheli candle aik bearish candle hoti hai, jiss k baad bullish candle banti hai, jiss ka lower aik dosrenk sath match karta hai. Bearish trend aur prices k downside par banne ki waja se ye pattern bearish trend reversal pattern ban jata hai. Ye pattern agar long timeframes main banta hai, to ye area aik strong bearish support level ban jata hai, jiss se prices k ziada tar reversal hone k chances hote hen.
Candlestick inFormation:
Tweezers bottom candlestick pattern ek bullish trend reversal pattern hai, aur downtrend main bhi bannta hai, to us k leye candles ki darrjazel format honi chaheye;
First Candle:
Tweezers bottom pattern ki phaly candle aik real body wali normal bearish candle hotee hai, jo k market main pehle se chaltte a rahe bearish trend ki alammat hotee hai.
Second Candle:
Tweezers bottom ki dosre din ki candle ek bullish candle hotti hai, jis ka low point pehle din k low point k in line hota hai. Dosre din ki candle bearish trend ko mustarrad kartti hai aur prices ko bullish trend reversal me change karwa detti hai.
Explanation
Tweezers bottom ya low candlestick pattern jo dekhne main same "Matching low" Candlestick pattern jaisa hi hai, aik bullish trend reversal ka kaam karta hai, jiss main two candles hote hen, jinn ka low ya support levels same hota hai. Ye pattern do candles ka double low ya support level par mushtamil hota hai. Pehle din ki candle aik normal bearish candle hotti hai, jis ko dosre din ki bullish candle follow kartti hai. Beariah aur bullish candles ka low same hotta hai, jis se ye point prices k leye support level ban jatta hai. Ye pattern matching low pattern se second candle k bullish ban jane se mukhtalif ban jane se difference a jata hai.
Tweezers of Trading
Tweezers bottom candlestick pattern long term k trading k leye ziada musbat bullish signal deta hai, pattern ka agar timeframe ziada ho, yani one day ya one weeka ka to ye aik strong support level create karta hai, jis pe traders market main buy se entry kar sakte hen, lekin agar trader ka pehle se hi sell trade ki entry ho to yahan pe exit karr saktta hai. Pattern k dono candles ka shadow bhi candles me shumar hota hai, yani agar candles ka shadow bhi aik point pe banne tab bhi ye Tweezers bottom pattern kehlayega. Tweezers bottom candle k dosre din k candle k complete hone k baad market main buy ki trade se entry ho saktti hai, jab k trend confirmation k leye teesre din ki bullish candle ka hona zarorri hai. Bagher trend confirmation k pattern ziadda tarr neutral tasawarr keye jatte hen. Stop Loss pattern k sab se lowest point jo dono candles ka same low bane ga, par set hoga. Ye position dono candles k leye strong support level ka kaam karta hai.