Day Trading Guide for Beginners.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Day Trading Guide for Beginners.
    What Is Day Trading:


    Dear members!
    Day trading aik aisi trades hoty hain jinko traders market chart main baghair hold kiye huway overnight honay say pehlay closed kartay hain, aur achay knowledge k sath achi earning ko possible banatay hain. Day trading karnay walay traders same day main apnii trades ko achay ya bad results k sath closed kartay huway market say out ho jatay hain, aisi situations k sath trading karnay k amal ko day trading kehtay hain jis say ziada tar traders market chart main kam say kam time k sath trades ko achay profit hasil honay pay ziada risk liye baghair nikal jatay hain aur next day market ki kisi achi positions ka wait kartay huway mazeed faida hasil karnay ki try karnay k amal ko day trading kehtay hain.



    Day Trading Strategies:



    Day trading k liye traders market chart main kam say kam time k sath market main entry laitay hain aur aik acha benefit hasil honay say market ko chorr daitay hain. Day trading k liye traders kabhi bhi long position ko hasil nai kartay hain jis say market main trades ko hold kiya jata hai. Day trading ko follow karnay k liye kuch tips hain jinko follow karaty huway traders ko apni trades ko ziada dair tak hold nai karna parta hai jo k darj zail hain.

    Scalping:


    Scalping forex market main aik aisi trading strategy hoty hai jisko follow kartay huway bahut saray traders seconds, minutes aur ziada say ziada hours main acha profit hasil karnay main success hotay hain, Scalping strategy say traders kam say kam times k sath market say entry k baad exit honay ka formula use kartay huway trades ko open aur closed kartay huway trades kartay hain.
    Scalping trades strategy say traders market main kabhi bhi isko of nai karaty hain balk wo apni eyes ko market chart pay focus kartay huway daikhtay rehtay hain jaisay he order profit main start hota hai traders isay closed kartay hain aur market say out ho jatay hain.


    News Trading:


    News trading bhi scalping trading strategy kehlaty hai, jab news released honay ka time kareeb hota hai traders market main kuch pending orders ka use kartay huway entry laitay hain aur sath he market chart pay stop loss aur take profit ka bhi use kartay hain qk market news time bahut ziada volitility positions main hoty hai jiski wajha say market main hona aur exit hona bay had mushkil ho jaya karta hai.
    News time trading karnay say traders kam say kam time k sath acha profit achay experience ki wjaha say hasil karnay main success hotay hain.


    Pattern Breakouts:


    Chart pattern breakout k sath trading karna aur kam say kam time main apni trades ko achay results k sath closed karnay k amal ko bhi scalping trading strategy ka name diya gaya hain, chart pay kis small time frame pay jab kisi confirm pattern ka breakout hota hai tab scalpers market main entry hasil kartay hain aur sath he price k kisi support ya resistance levels k kareeb say exit liatay huway traders market say out hotay huway acha result hasil kartay hain, aur aisay he is trading stratgey say traders profit hasil karnay main kamyab hotay hain.



    Click image for larger version

Name:	day.png
Views:	1
Size:	247.4 کلوبائٹ
ID:	12554045

    Shukrya.

اب آن لائن

Working...
X