Triple Bottom Chart Pattern in Forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Triple Bottom Chart Pattern in Forex
    Introducation:

    Aslamulikum umeed karta hu sub thek h gaye jaisa k hum janta hain forex aik bhot he tezi sy barna wala bussiness hain hum iss main mehnaat kar k iss main struggle kar k iss bussiness main agye bar sakta hain or mehnaat kar k iss main aik acha trader ban sakta hain joh humain aik successfull trader bana sakta hain or jis ki waja sy hum iss business main agye bar sakta hain or iss main success pah sakta hain.


    Triple Bottom:








    Jab Market Up trend sy down trend main move karti hain toh jab necha aa kar aik bottom banti hain us point sy wapise again market up trend main move karti hain phir aik neckline banti hain uska bad Market necha jaa kar aik bottom banti hain uska bad again market up ati hain or neck line ko touch karti hain usko touch karna k bad again down move karti hain or again second bottom banti hain uska bad again woh up trend main move karti hain or neck line ko touch karna k bad third time phir bottom bnti hain uska bad market up trend main move karti hain or neckline ko breakout karta huwa uptrend ko follow karta huwa up side moce kart hain or aik achi trader or profiteable trade hum laa sakta hain market sy yeh aik bhot he acha move hota hain market mai joh humain aik bhot he acha profit da sakta hain or hum iss main aik acha profit bana kar trade ko successfull close kar sakta hain.

اب آن لائن

Working...
X