MFI (Money Flow Index Indicator)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MFI (Money Flow Index Indicator)
    MFI (Money Flow Index Indicator)

    MFI aek technical indicator hai ye price aur volume dono ko use karta hai . But aur Sell ko calculate karny k liye use hota hai. is incator ko volume weight RSI bhi kaha jata hai. Money Flowing index is unique indicator hai jo volume aur momentum dono ko RSI formula mein use karta hai. yeh indicator ki value ko above 50 ho tou market mein bull trend samjha jata hai . iss trhan is indicator ki value 50 se less than ho tou market mein bear trend samjha jata hai.
    MFI (Money Flow Index Indicator) ka istimal

    Money Flow Index aapko market ki complete information nahin de skta.​Yeh indicator aap singly use kar ky agar trades karyn gy to aapko false trade entries ka samna karna par skta hai. Aap ko chahye ky dusry technical indicators ka istemal karty huey is indicator ki help len..​Is trha market mein chart patterns se signals bhi len aur market mein overbought aur oversold conditions ky bary mein janny ky liye aap is indicator ka use kar skty hain. Overbought situation ky bad aap selling mein trades kar skty hain isi trha Oversold condition ky bad Buying ki entries li ja skti hain

    MFI indictor k trading main advantages:
    MFI aur RSI k dermiyan main difference ye ha k MFI volume ko b calculate kerta ha aur MFI ak leading indicator ha. iska sabse bada advantages yah hai ki Jab Bhi market apna direction change karne Lagti Hai To yah Hamen signals provide karta hai aur ham aasani se market ki direction ke favour Mein Apni trading co start kar lete hain jisse Hamen Ek Achcha profit Hasil ho jata hai aur apne capital ko bahut jyada increase kar sakte hain. Iske alava market Mein running trades ke liye bhi Ham Ek accha Sa take profit set kar sakte hain

    MFI indictor ka MT4 main Istimal
    Money flowing Intex indicator ki madad se market kibuyers and sellers key ratio aur oversold and overboard condition ka knowledge gained Karte Hain money flow index Hamen market price action aur price volume ki information deta hai is indicator ko Ham Kisi bhi commedity yah pair ke liye use kar sakte hain money flowing index indicator Hamen market main moving volume ke bare mein guide karta hai money flowing index indicator Ek Momentum indicator hai money following index bluew 10 aur 90 above bahut kam condition Mein Hota Hai

اب آن لائن

Working...
X