What is Turn Up Candlestick Pattern?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Turn Up Candlestick Pattern?
    Assalamu alaikum dear forex friends jab hum forex trading business mein kaam Karti Hain to hamen is business mein successful hone ke liye pahle market ki situation ko samajhne ke liye usko analysis karne ki jarurat hoti hai aur Market ko acchi tarike se analysis karne ke liye hamen market ke bare mein complete information on knowledge candlesticks patterns ko samajhne ke bad hi hasil hota hai isiliye aaj Ham baat karenge turn up candlesticks pattern ke bare mein .

    What is Turn Up Candlestick Pattern?

    Dear Forex friends market mein turn up candlestick pattern bullish candlesticks pattern hota hai aur yah bearish mein long bottom ke top per banta hua najar aata hai different currency players or commodities mein price mein yah pattern banta hai yah pattern to turn off dynastic pattern bhi kaha jata hai yah most important aur commonly used hone wale pattern hai jisse bahut jyada traders fayda uthate Hain.

    Click image for larger version

Name:	turn-up.png
Views:	2
Size:	262 بائٹ
ID:	12553894

    Identification:

    Dear friends forex market mein j pattern candlesticks pattern se milkar banta hai aur is pattern mein currency pairs or commodities ke darmiyan price mein sport level per banta hai is pattern mein shamil 3 candles hoti hain Jin k bary main main aapke sath share Karti hun.

    First candle:
    Dear friends first candle normal candle hoti hai jo ki long real body ki Bearish candle hoti hai.

    Second candle:
    Friends is pattern ki second candle bhi normal hoti hai aur body wali candle Hoti hai yah candle long real body ki bullish candle hoti hai aur yah first level ke open se open hoti hai aur is first candle ki week ko cross karne ke bad iski closing hoti hai.

    Third candle:
    Is pattern ki teesri candle bhi is pattern method Central long real body ki bear is candle banti hai aur second ki hight ke open mein close hona mast hota hai.

    Trading strategy of Turn Up Candlestick Pattern:

    Dear friends forex market mein jab Ham kam kar rahe hote hain to is pattern per trading karna ke liye hamen chahie ki Ham Spider-Man ko completely samjhe aur uske liye hamen is pattern ko study karna aur is pattern ki complete information ka aur confirmation ka hona bahut jaruri hota hai kyunki jab pattern complete ho jaaye to hamen is per trade open Karni chahie aur aisi situation mein hamen is per bye ki trade active Karni chahie isase hamen achcha profit hasil ho sakta hai aur ham stop loss profit aur take profit ki facility ka istemal bhi karna chahie jisse hamen Apne account ki safety ko maintain rakhte hue trading karne ka mauka milta hai aur iskely hamen achcha profit hasil karne ke liye agale resistance level per stop loss ko set karna chahie Taki hamen achcha profit hasil ho.

    Click image for larger version

Name:	20-Turn-Up-_Johnson-_-Johnson_Oct-16-2012.png
Views:	5
Size:	23.7 کلوبائٹ
ID:	12553893

    Explanation:

    Dear friends jab Ham is pattern per kam karte Hain to forex market mein is pattern per trade karne ke liye hamen isko completely samajhna hota hai aur principal commodities price ko samajhna aur iske trend ko bhi identify karna hota hai trading ke liye isko bye sel karne ke liye pattern ke andar pattern per depend karta hai aur uske liye hamen hamare pass jitna knowledge aur information Hogi Ham ISI ke mutabik confirmation karte hue pattern ko completely study kar sakenge aur usko samajhte hue is per trading kar sakenge aur hamen utna hi achcha profit bhi mil sakega.

اب آن لائن

Working...
X