Define Types Of Charts In Forex Market tafseel
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Define Types Of Charts In Forex Market tafseel
    dear friend forex market ki sahi tarikay say predict karnay kay liay traders mukhtalif chart patterns aur indicators ka istemal kartay hain, ye market ki current aur upcoming situation aur moments kay baray highlights daitay hain.

    Chart Types:

    Taqreeban tamam forex broker apne klaynts ko muft charts paish karte hain jo un ke tijarti package mein shaamil hain. aur jab tajir meta trader 4, meta trader 5 ( tijarti program ) down load karte hain to, un ke liye chart khud bakhud dastyab hon ge. brokers aur un ke tijarti software ke ilawa trading view jaisay third party charting program bhi hain jo currency ki qeemat ke charts muft mein faraham karte hain.

    Line chartBar chartCandlestick chartLine chart:

    line chart main hmain sirf aik tarah ki information milti hay, ye aik closing point sa next closing point so line kay zariay display kia jata hay, is main specific time period major pairs ki price ki general moment ko zahir kia jata hay, ye trader chart ko price kay behavior kay baray main kuch information provide nhi card, line charts trends ko achay tarikay sa show kartay hain, yes just a line ki aik slope hoti hay, kuch traders open, high aur low ki nisbat closing points ko ziata importance daitay hain
    Bar chart:

    enough ye line chart sa thori zaiyaa information provide hay card is main opening aur closing prices kay sath high aur low points bhi show hotay hain, bar charts kay zariay traders har kisam kay time period ki price range daikh saktay hain, bars ka increase in size aur decrease ho kay price ki perticular period main moment ko show card hay, vertical bars ki bottom lowest price ko show card hay jab kay top high price ko represent card hai.
    Candlestick chart:

    ye chart bar chart ki aik variation hotay hain aur un ki tarah hi information show kartay hain lakin aik organized aur achay chart format main, candlesticks bhi vertical bars ki surat major pairs ki price ki low aur high range show chart hain, candles mukhtalif colors kay sath bullish aur carries sentiments ko show karti hain, in charts ko janchna easy hota hay aur inko use karna bhi simple hota hay, ye market kay baray major best info provide kartay hain.

اب آن لائن

Working...
X