No_risk short trading best strategy ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    No_risk short trading best strategy ?
    Assalamu alaikum dear friend ummid karta Hun ki sab khairiyat se honge aur Market mein aap achcha work kar rahe honge hamen pata hai ki market mein hamen achcha work karne ke liye hamen planning ki jarurat Hoti hai ismein Ham no risk se kam karenge to Ham bahut hi aasani se kamyabi le sakte hain aur agar Ham ismein jaldbaji se kam karenge to hamen nuksan ka samna karna pad sakta hai isliye sabse achcha hai ki ham ismein mukammal planning ke sath kam Karen without experience ke kam bilkul bhi nahin karna chahie ismein hamen jyada short trading Karni hoti hai bahut hi achcha experience milta hai.

    What is the short term trading strategy

    Dear forex member hamen pata hai ki trading karne ke liye hamare pass ek strategy ka hona important hai aur use satellite mein Ham mukmmal work Karen to hamen kamyabi milati hai bilkul ISI Tarah market mein ek short term trading strategy hai jismein chhote trader kam karke bahut hi aasani se apni trading ko achcha banaa sakte hain Ham ismein do spread ke sath kam karenge to hamen kamyabi milegi aur ham Apne trading ko achcha banaa sakte hain Ham ek behtarin trading Ban sakte hain isliye hamen chahie ki Ham ismein without press ke sath kam Karen kam se kam market se race Karen to hamen kamyabi milegi agar ham ismein bahut hi jald wash ho jata hai isliye hamen chahie ki Apne account ke hisab se ismein Ham sab ready use Karen aur uske bad Ham market mein kam Karen to hamen kamyabi milegi hamen ismein technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karna chahie kyunki hamen pata hai ki yah business hamare liye ek bahut hi achcha business hai ismein Ham agar ismein regular work karen to bahut hi aasani se Ham daily acchi trading kar sakte hain hamen chahie ki Ham ismein mukmmal planning ke sath proper work Karen aur uske bad ham order place karen to hamare order se achcha profit hasil hoga



    Trading without risk short trading

    Forex member Ham jante Hain ki acchi trading ke liye hamen Sabr ke sath kam karna hota hai jab hamen market se koi signal milte Hain to hamen use time market ko study Karke fir market mein Koi decision Lena hota hai agar Ham bagair market ko study kiye kam karenge to hamen munafa Nahin Hoga hamen loss ka samna karna padega isliye lo se bachne ke liye jaruri hai ki Ham ismein pahle se Hi achcha work Karke kam Karen Taki lause ho yah business ek risky business hai ismein bahut hi jyada risk hota hai agar Ham ismein knowledge hasil karenge to Ham acchi trading kar sakte hain.



    Planning important hoti hai Ham sab ismein milkar kam karenge to hamare knowledge mein bhi azaafa hoga aur ham trading bhi acchi kha sakte hain isliye hamen chahie ki Ham ismein regular kam Karen daily war karen to aasani se Ham is business se fayda le sakte hain aur acchi trading kar sakte hain.
    :1f60d: hard work :1f60d:

اب آن لائن

Working...
X