AOA
Introduction
Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahe Khush rahen aur mahfuz rahen aaj Jo topic main aapse share karna chahta hun vah Hai terms whitch are used ine forex trading yah forex trading ki vah buniyadi terms Hai jinke bagair Ham trading nahin kar sakte yah bahut important hai aksar new arrival traders trading to karte hain lekin wo in chijon ka knowledge Nahin rakhte isliye aaj is topic ko share karte hain Taki basic terms ka pata chale jaise Ham behtar trade kar saken
Pips
Pips ka matlab hota hai percentage ine point for example main aik pip aik price mearsure hoti hai jo yah batati hai ki price Kitna move kar chuki hai currency ke price mein decimal point ke bad 4 forth figure ko pip kahate Hain for example 0.0001 PIP hai agar yah value 0.0002 ho jaaye to price my aik pip move kia hai aapko ek image share karta hun usse bhi aapko behtar understanding Hogi
Spread
Jab aap Koi trades Lete Hain To aap dekhte hain ki sel aur buy ki price mein difference hota hai jiski vajah se aapke trade loss mein start Hoti Hai yah difference spread kahlata hai jo ki aap trade karte waqt pay karte Hain spread har trading pairs ka alag hote hain aur yah depend karta hai ki aap kaun sa broker use karte hain q k ek kism ka broker ka commission hota Hai brokers ke commission ko spread kaha jata hai
Bid & Ask price
Bid and ask price sell or buy ki price hoti hain jo ki aapko trade karte hue di jaati Hain jab aap buy karte Hain To aap ask price per buy karte hain q k yah jyada hoti hai aur ismein spread bhi add hota Hai jab aap sel karte hain to bid price se hota hai jo ki donon mein se kam hoti hai
Lot size
Jab Ham Koi trade Lete Hain To Ham decide karte Hain To kitne ki lagani yah trade ka size lot mein show hota Hai isko Ham laut size kahate Hain
Ye lot size 4 categories mein hoti hai standard Lot mini lot micro lot no lot size main ek lot size schedule ek picture ya image mein aapko show karne ki koshish karta hun jise aap behtar taur per understand karenge lot size aapke account balance ya leverage per depend karta hai agar account balance jyada hai ya leverage bhi jyada ho to aap Bag lot size use kar sakte hain aur aur iska risk and reward bhi jyada hota Hai
Slippage
For some time aisa hota hai ki jis price mein Ham entry Lena chahte Hain jab trade lagti Hai To is price per Nahin Hoti yah sab slippage ki vajah se hota hai for some time slippage ki vajah se hamara SL ya TV bhi slipo ho jata hai aur market usse niche Chali jaati Hai jab To hit Nahin karte