CFD
CFD (contract for difference) aik kisam ka financial contract hota hy jo kisi idara jo apna share, stocks ya dosre ashia ka dosre parties k sath, buy aur sell k duran karti hai. Is me trading k ihtetam pe dono parties apne apne stocks k difference ko define karti hia aur us ka tabadela karti hai, CFD me aam tawar par currencies exchange, stocks aur commodities waghera shamil hoti hai. Forex mein kuch commidities aise bhi hain jin ka forex market kay sath orice ka contract hota hai jo kay time period poora honay per price.mein tabdeeli lata hai aur issi lye aap ko kuch markets gap sae open hoti nazar ati hain uss ki yehi wajah hoti hai kay aik contract khatam hota hai tou doosra contract shru honay per market wahan sae open hoti hai jo contract hota hai aur issi lye jub aap commodities mein trade kerain tou aap ko unn kay contract ki date ka bhi pata hona chahyea kay purrana contract kab khatam ho raha hai aur different currency pairs and commodities include ki jaati hai
CFD k Fawaid
Es ma trader buy or sell ki trades open karta hai. Jb market down fall karti hai to wo sell ki trade open kar leta hai. Jb market up jati hai to wo buy ki trade ko open kar leta hai. Point of entery sy actual move tak jetna profit banta hai wo trader ko hasil ho jata hai. Trader ka profit lot size par depend karta haCFD ya ni contract for difference me app ko apne margin k hisab se trading kar sakte hen. Is me ap stocks ya dosri ashia ko la kar hold kar sakte hen k us ki qeematen ziada ho sakti hen. Kam qeemati pe hum apni chezen bejh sakte hen. CFDs ka kuch countries me bohut benifits hote hen jese UK me is me koi tax pay nahi kia jata hai( Lekin ye bhi halat pe depend karta hai).
CFD k Nuqsanat
CFD main difference ki ratio sy profit or loss ko calculate kiya jata hai. Es trading type ma trader market ma pairs or commodities ko buy or sell karta hai. But es buying or selling k lae physically trader k pass kio pair ya commodity ni hoti. Jo trader forex ma small lot sy trade karta hai wo hamesa kamyab hota hai.CFDs bohut riski hai aur is me jo margin deya jata hai agar hum wo loss kar dete hen to hamen pore account se hath dhona parta hai. Kuch mumalik jese America me ye kaam nahi kar sakte q k is me item ki physically availability nahi hoti hai