What is Pips in forex trading;
Aslam u alaikum,
Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members PIPs jes ka matlab hey point pemaish ka aik unit hota hey jesay forex trader 2 units kay darmeyan kadar mein sab say chote tabdele ke wazahat kay ley estamal karta hein yeh aik aam tatabas mein chothay point kay tor aik number kay tor par indicate hota hey mesal kay tor par agar EUR/USD ke price 1.1401 say 1.1402 tak jate hey to yeh aik PIP movement ho ge
tahum tamam forex quotes es tarah say indicate hotay hein keh japane yan kabel e estasna hein
How to calculate PIPs;
PIPs ke value ko calculate karnay kay ley aik pips (0.0001) ko makhsos lot size kay sath zarb day kar lagaya jata hey standard lot kay ley es ke basic currency kay 100,000 unit shamel hein mini lots kay ley 10.000 unit hein mesal kay tor par EUR/USD ko daikhtay hovay standard lots aik pips movement(0.0001X100,000) 10$ kay barabar hey
single pips ka hesab laganay kay ley forex trader take profit or stop loss ko dalnay mein financial support melte hey serf pips mein movement ko analysis karnay ke bejay trader es baat ka taoyon kar saktay hein keh currency market ke montakale kay sath he en trader account kay sath he en kay trader account mein kaisay otar charhao aay ga
yeh bhe note karna zaroore hey keh mokhtalef trader account kay ley ak pip ke kadar mokhtalef ho ge es ke wajah yeh hey keh aik pip ke kadar quote ya variable currency mein dekhai jay ge or yeh mokhtalef currency kay pairs ke trade kartay wakt mokhtalef ho ge EUR/USD ke trade kartay wakt aik pip ke price USD mein zahair ke jay ge jab GBP/JPY trading ke jay ge to JPY mein zahair ke jay ge