Spread in Forex trading... Assalamu alaikum dear for AX friends ummid hai ki aap sab
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spread in Forex trading... Assalamu alaikum dear for AX friends ummid hai ki aap sab
    Assalam walekum dear Forex friends ummid hai ki aap sab khairiyat se honge aur trading business mein achi working quality ki vajah se apna profit increase kar rahi honge dear jab Ham is business mein kam karte Hain to iske jyada acche advantages hasil karne ke liye aapko market ko acchi tarike se analysis karne ke bad hi best entries mil rahi hoti hai aur aap acchi arning unki base per hi karte hain isliye aapko hamesha is baat ki koshish Karni chahie ki aap market ko proper time de aur isko samjho aur uske mutabik apni working quality ko improve Karen dear aaj Ham jis topic per baat karenge vah hai spread aur main ummid Karti Hun ki Jo information mein apni post mein share karengi vah aapko spread se related achcha knowledge frahm karegi.

    What is Spread?

    Dear friends Forex trading market mein spread wo hota hai jo ki asal mein Ham brokers ki arning Hoti hai is vajah se Kisi position per broker spread ko increase decrease fix karte rahti hai spread agar koi broker Apne client se jaise deposit with draw your transaction charges Nahin leta hai to vah Apne client ke spread se Hi yah chijen vasul karta hai isiliye fork trading mein spread vah commission hai jo ki broker humse leta hai aur iska andaza hamen MP4 mein maujud kisi bhi pair ki bye aur sel ki value kidhar mein Jo difference hota hai usko dekhte hue Laga sakte hain ki Kisi bhi metal currency ya FIR Kisi bhi chij ka spread kitna hai aur aamtaur per broker ko hi spread Diya jata hai aur yah broker ki asal arning hoti hai jo ki Ham trading market mein enter hone ki ijaajat deta hai.
    Dear spread agar bahut jyada ho to hamen profit kam milta hai aur iska kam hone se hamen profit jyada hasil hota hai iske साथ-साथ bread ki ratio 0.0 ke hisab se bhi hoti hai aur 200 ke hisab se bhi Ek pair commodity ki value ke darmiyan separate hundred hai to uska matlab hai ki jab bhi Ham 0.01 ki koi plate lagate Hain to usmein se $1 train lagai Gai yani hamara trade minut $1 ke loses start hoga aur agar Yahan spotted Kisi per ya commodity mein sirf 10 ho to iska matlab hai ki jab bhi Ham use per Koi trade open karenge to 0.01 ki lot lagane se rate 0.10 hoga matlab kam spread mein fayda jyada milta hai. Asal mein jo spread hota hai uska advantage sirf aur sirf broker ko milta hai aur isiliye tamam broker se koshish karte Hain ki kuchh pears per jyada spread rakhe aur kuchh payers per kam kyunki Jo pair Jo commodities jyada variable hote hain jinki price jyada move karti hai use per vah koshish karte Hain ki jyada se spread rakhe isase broker ko jyada fayda milta hai.

    Click image for larger version

Name:	Spread-in-forex.png
Views:	6
Size:	12.6 کلوبائٹ
ID:	12553410

    Fixed Spread:

    Dear friends kuch commodities ya chijen aisi hoti hai ki Jin ka spread fix hota hai aur isase pata chal jata hai ki Forex trading mein fix separate se Murad separate hai ki ismein Kisi bhi kism ki koi changes Nahin Hoti aur chahe halat Kisi bhi kism ke hun trader ke liye spread sem hi rahata hai aur isase jo commission lagta hai aur vah broker trade open karne per vasul karta hai ya FIR spreads ka fayda short term trading ko jyada hota hai kyunki unko isase Koi tabdili Nahin Hoti aur vahan tension free hokar trading karte hain aur har type ke halat mein separate sem hone per UN per Koi extra pressure Nahin hota jiski vajah se vah tension free hokar trading karte rahte.

    Variable spread:

    Dear friends Forex trading me variable separate simrod market ki movement ke supplied mein tabdili hone se variable spread hota hai aamtaur per market movement normal ho to yah spread kam hota hai jab ke market vitality ke dauran yah spread high ho jata hai aur is per market ki aap down fast moment bahut jyada asar andaaz hoti hai variable separate ka fayda yah hai ki Ham market mein yah kam hote hain aur hamen use time jyada fayda mil sakta hai lekin uska Ek back point yah hai ki hamen fast market moment per yah bhi Sath jyada ho jata hai aur iski tips mein bahut jyada difference a jata hai aur is vajah se hamen broker ko jyada payment Karni hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	Wide-Broker-Spread.png
Views:	5
Size:	32.4 کلوبائٹ
ID:	12553411

اب آن لائن

Working...
X