Resistance & Support Level Ko kaisy Trade Kar Sakty Hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Resistance & Support Level Ko kaisy Trade Kar Sakty Hain.
    Assalamu Alaikum friends ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aur is form per acche tarike se kam Karke bonus le rahe Honge Agar Ham forex market Mein kam karte hain to hamare pass knowledge Ka Hona bahut Jaruri Hota Hai Uske bad Ham is market mein acche tarike se kam Karke successful ho sakte hain Jo traders forex market Mein Apni learning complete Karte rahte hain vah successful Ho Jaate Hain Agar Ham is market Mein acchi planning ke sath kam Karte Hain To hamen kamyabi bhi mil Jaati Hai aur is market Mein Soch samajhkar kam karne ke bad Hamen kamyabi milati hai agar Ham farish market Mein Soch Hamen kar kam karte rahenge To Hamen Achcha result Milta Rahega isliye aaj main aapke liye forex market Mein kam karne ke liye resistance and support level ke bare mein information share karunga jisse aapko Kafi jyada fayda ho jaega Kyunki Jab market movement kar rahi hoti hai to use time resistance aur support level ki Kafi Jyada respect karti hai aur uske hisab Se Hi movement kar rahi hoti hai.

    Resistance Level:

    Dear friends Jab market up site per movement kar rahi Hoti Hai To ismein Jahan se market Mein swing Banakar down side per movement start ki Hoti Hai vah resistance level hota hai aise hi market mein agar aap previous Dekhen To Aise bahut Sare level available hote hain Jahan se market swing banati hai aur down side per movement start Karti Hai Aise Tamam level resistance level hote hain Jahan se market ko Upar Jaane Mein Mushkil pesh aati hai agar Ham market Mein resistance level ko find kar lete hain To Hamen vahan per Intezar Karna hota hai Kyunki market Agar Kisi resistance level per Koi reversal candle banati Hai To Uske bad market down set ki movement start Karti Hai Magar Jab market Kisi resistance level ko break out kar Leti Hai To Uske bad next resistance level Tak market Ja sakti hai Hamen chahie ki Ham is market Mein Jab register level per Koi trade Lagana Chahte Hain To Hamen confirmation Ka Intezar Karna hota hai agar market resistance ki respect karti hai aur vahan per Koi reversal panel banati Hai To Ham vahan per trade open kar sakte hain aur profit banaa sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	17
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12553351

    Support Level:

    Dear friends Jab market ki movement ho rahi hoti hai to market down set per movement Karti Hai To vahan se box back Hoti Hai jisse Hamen Pata Chalta Hai Ki market Mein yah Ek support level tha Jisko market Mein follow Kiya aur up side ki movement start kar di hai agar Ham market Mein previous chart per Dekhen To Hamen yah Pata chalega ki market Mein different swing levels hote hain Jahan se market Mein down side ki movement ke bad swing Banaya aur apni movement ko aap direction Mein start kar diya Aise Tamam swing level market mein support level hote hain Jahan se market ko dushwari hoti hai agar market niche a rahi hai aur koi support level hota hai to vahan per market ko Mushkil Aati Hai Kyunki market Jab Kisi support level per candles take pattern banati hai ya koi reversal candle banati Hai To vahan se ham apni baying start kar sakte hain Aise Hi Agar market mein kisi support level ko break Karti Hai vahan se market Masjid down movement kar sakti hai Hamen chahie ki Ham market mein Intezar Karen aur confirmation ke bad trade open Karen Kyunki market jo bhi pattern banaa Rahe Hoti Hai usmein confirmation ke bad hi Ham trade Laga sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (28).png
Views:	10
Size:	28.6 کلوبائٹ
ID:	12553352

    Breakout Of Resistance & Support:

    Dear friends jaise ki aapko resistance level aur support level ki Tamam information Bata Diye gai hai abhi Ham market mein yah discuss Karenge ki Jab market Kisi resistance ya support level ko break Karti Hai To Uske bad market ki movement Kaisi hoti hai aur Market Mein resistance level Kaise support Mein convert hota hai Kyunki market Jab down side per movement kar rahi hoti hai aur Market Mein Koi Bhi support level break out hota hai to Uske bad Vahi support level resistance Mein convert ho jata hai aur Market Agar Dobara aap site ki movement Karti Hai To vahan per market ko Mushkil aati hai agar Ham market Mein break out ke bad trade Lagate Hain To Hamen use per Kafi Achcha result Milta Hai Kyunki market Jab Bhi Kisi major resistance level ya Kisi support level ko break out Karti Hai To Uske bad Kafi Jyada movement Karti Hai Hamen chahie ki Ham is market mein kisi bhi acche level ko dekhne ke bad trade open Karen Agar Ham market Mein acche tarike se kam Karte Hain To Hamen ismein Kafi jaldi profit Mil Jata Hai aur ham is market Mein successful Ho Jaate Hain.

    Click image for larger version

Name:	images (29).png
Views:	1
Size:	25.1 کلوبائٹ
ID:	12553353

اب آن لائن

Working...
X