Detailed discussion about Leading And Lagging Indicators in Forex Trading..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Detailed discussion about Leading And Lagging Indicators in Forex Trading..
    Forex trading market mein Jab aap different important factors ko study kar rahe hote Hain to aisi situation mein aapko hamesha different important factors ko carefully focus karna hota hai kyunki jab tak aap market mein different factors ko carefully study nahin karte hain use time tak aap acchi position mein trading nahin kar sakte hain Jab aap market mein indicators ki help se trading karte Hain to aisi situation mein aapko maximum advantages available ho rahe hote hain aur aap reasonable trading kar sakte hain indicators ki kuchh important aur valuable information aap se share karne ja raha hun.

    Definition of Indicators

    Forex trading market mein ek aisa platform jo aapko market ki expected movement se related prediction provide karta hai usko aap indicators ke naam se jante Hain indicators basically aapko market ki next expected movement se related kuchh important guidelines provide karta hai jiski base per aap decision making karte hain indicators ki aap further classification bhi kar sakte hain.

    Classification of Indicator's

    Forex trading market mein Jab aap apni working karte hain to ismein aapko hamesha jyada se jyada advantages hasil karne ke liye different important factors ko completely focus karna hota hai Jab aap indicators ki study karte hain to ismein aapko iski further classification aur categories milati hai jisko aap leading indicators aur legging indicators ke naam se jante Hain. leading indicators basically essay indicators hote hain jo aapko market ka trend banne se pahle hi market ki prediction share kar dete hain aur legging indicators basically aise indicators hote hain jo aapko market ka trend banne ke bad important information share karte hain aapko hamesha aise indicators ko utilise karna hota hai aur inse maximum advantages hasil karni hote Hain.

    Advantages of Indicators

    Agar aap Forex trading market mein indicators ki importance aur advantages ko discuss karte Hain to beginners ke liye yah ek bahut hi important platform hota hai kyunki Jab aap Forex trading market mein indicators ko utilise karte Hain to iski base per aap minimum experience ke sath bhi trading kar sakte hain kyunki indicators aapko bahut acchi guidelines provide kar raha hota hai aur ismein aap hamesha without proper experience bhi trading kar sakte hain aur just indicator ki proper information hasil karne ke bad market mein entry Le sakte hain.

    Drawback of Indicators

    agar aap market mein totally indicators per depend karte Hain to aisi condition mein aapko sometime nuksan bhi ho sakta hai kyunki Jab market mein news aati hai ya market mein aap entry lekar market ko properli exam nahin karte aur candle stick ka koi idea nahin rakhte to aisi condition mein aapke liye kuchh problem ho sakti hain aur aap market mein jyada se jyada advantages hasil nahin kar sakte hain aisi situation mein aapko hamesha indicators ke sath multiple candlesticks ka bhi idea hona chahie kyunki agar aap completely aur totally indicators per depend karte Hain to aap successful trading nahin kar sakte hain.

    Overview

    Agar aap market mein indicators ko study karte Hain to sometime market mein indicators ki base per decision making totally wrong bhi Ho jaati hai isliye aapko market mein successful trading karne ke liye indicator ke sath candlestick pattern aur fundamental analysis ko bhi jarur dekhna chahie Agar market mein aap apne analysis ko complete karte hain aur uske sath indicator ki guideline hasil karte Hain to aisi condition mein aap apni decision making ki further confirmation kar sakte hain aur guideline ki base per apni learning ko effective banaa sakte hain.
    Click image for larger version

Name:	IMG-20220823-WA0000.jpg
Views:	1
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	12553347

اب آن لائن

Working...
X