Discussion about Aroon Oscillator in forex trading...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion about Aroon Oscillator in forex trading...
    Assalamu alaikum dear for excellence jab hum forex trading business mein kam karte Hain to hamen is businessman successful hone ke liye different types of analysis Karke market ko acchi tarike se samajhne ki jarurat Hoti hai kyunki bagair market ke movement ko samjhy Ham kabhi bhi is business mein successful Nahin ho sakti aur na hi hamen acchi enrty mil sakti hai. Isiliye different types of indicators ke bare mein complete knowledge or information aaj Ham baat karenge Aroon Oscillator ky bary main aur main ummid Karti Hun ki Meri di jaane wali hai information aapko is topic ko samajhne mein bahut jyada madad degi.

    Aroon oscillator:

    Dear friends around oscillator ek trend following indicator hay jo Aroon indicator(Aroon up or Aroon down ) gauge he strength or current trend ke continuation kybary main batata hai. Dear friends around oscillator ka istemal market ki over sold aur overbard condition ko samajhne ke liye bhi Kiya jata hai aur oscillators ka istemal chart per divergence ko maloom karne ke liye bhi istemal Kiya jata hai.

    Click image for larger version

Name:	aroon-indicator.jpg
Views:	7
Size:	102.1 کلوبائٹ
ID:	12553030

    Explanation of Aroon oscillator:

    Dear friends Ron oscillator ek movement indicator hota hai jo ki bahut hi samajhne mein difficult hota hai isiliye hamen iske bare mein complete knowledge aur information hasil karna chahie Taki Ham is indicator ki madad se market ki movement ko acche tarike se samajhte hue apni working quality behtar banaa sake isiliye hamen is indicator per kam start karne se pahle acchi Tarah learning process complete karne ki jarurat hoti hai aur agar ismein hamen koi acchi chij jo ki samay nahin aati to hamen uske bare mein complete information Apne senior member se jarur hasil Karni chahie Taki Ham acche tarike se market ki movement ko samajhte hue ismein entry lekar successful ho sake.

    Working of Aroon oscillator indicator:

    Dear friends yeh indicator 2 lines per depend karta hai unmen se ek line aroon up Jo uptrend ko find karne mein istemal hoti hai aur ek aroon downok down Trend ko find karne ke liye istemal ki jaati hai. Aroon indicated date ke 25 periods ko istemal karte hue yah batata hai ki entry period high aur lo the 25 period mein se jab Aran up aur around down se Apar ho to yah police friend show karta hai aur jab around down around aap se upar hota hai to yah downward signal ko dikhata hai is indicator mein do lines plot hoti hai jinki Ron up aur around down kahate Hain aroonup zero aur hundred ke darmiyan ek value hai jo ke karti hai ki 25 din ki high ko Kitna Paisa pahle set Kiya gaya tha aur agar aaj high 25 Hogi to yah 100 se jyada Hoga ya aur zero de Hoga jab 25 days pahle yah I Thi is Tarah ham market ki movement ki 25 days ki position ko acchi tarike se samajh sakte hain.
    Dear friends jab aap is oscillator ki madad se market ke moment ko samajh Rahe hote hain to jab aroon down about the 70 lines or aroon up below the 30 line hota hai to use waqt market mein down trend start ho jata hai.
    Aur jab Aroon above the 70 lines or aroon down below the 30 lines hota hai to use waqt market mein UP trend start ho jata hai.

    Click image for larger version

Name:	Aroon.gif
Views:	13
Size:	28.0 کلوبائٹ
ID:	12553031

اب آن لائن

Working...
X