Swap/Rollover
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Swap/Rollover
    Details of Swap / Rollover

    *Asalam o alaikum* members,
    Roll Over Equation Kisi bhi indicator ya oscillator ke data ko calculate karne ke liye use Kiya ja sakta hai standard aviation ko use Kiya jata hai net last ko use Kiya jata hai trading me high support aur high resistance level k darmiyan trading karte hen aur agar Agar Ham Roll Over / Swap free account banate hain to Agar Hamari trade long-term Tak open rahti hai To Hamen ose trade ke upar koi bhi extra charges pay Nahin karne Hote bal k Jo broker ka Commission hota hai vahi Commission wo broker ham se leta hai uske alava vah aur koi amount Humse charge nahin karta.
    Click image for larger version

Name:	images (20).jpeg
Views:	1
Size:	6.9 کلوبائٹ
ID:	12552854
    What is swap rollover?
    An FX swap/rollover is a strategy that allows the client to roll forward the exchange of currencies at the maturity (settlement) of a forward contract. The client pays the existing counter party the marked-to-market price of their current position and enters into a new forward.

    Advantage & Disadvantage of Swap / Rollover

    Agar aapko pehle se pata hai k aj market ki closing par rollover huge ho jea ga to apko apni trades ko close kar dena chahe. Central bank financial calendar par b traders ko nazar rakhna chahe ta k unko roll over ka andaza ho saky Swap account ka hamen fayda bhi hota hai ki Jab Ham Kisi bhi pair ko buy Karte Hain To Jo swap hota hai vah Hamen Diya jata hai aur ham Agar apni trade ko long term Tak buy direction mein open rakhte Hain To Ham isase ek acchi amount Hasil kar sakte hain aur uske alava iska disadvantage yeh hai ki agar Hame Kisi currency pair ko yah commodities pair ko sell karna parta hai to us situation ke andar Jo swap Hota Hai vah humse liya Jata Hai Hamen extra charges pay karna hote hain iska yah disadvantage Hai To isliye Agar ham swap free account bana lete hain to hamare liye Jyada Behtar Hota Hai.
    Click image for larger version

Name:	download (6).jpeg
Views:	2
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12552855
    How to use them in trading?

    Agar ap account banate hain to Ham apna account swap free rakhen Ta k Hamen Kisi Kisam ke koi extra charges pay na karne peren apne trade ke ooper kyn kay agar long-term tarade open rahti hai To Hamen ose trade ke upar koi bhi extra charges pay Nahin karne Hote balki Jo broker ka Commission hota hai vahi Commission wo broker ham se leta hai uske alava vah aur koi amount Humse charge nahin karta friends agar aap nay without swap free account create kar bhi liya hai to aap usko personal information main ja ke tabdeel kar sakte ho means kay Swap free kar sakty ho.
    Click image for larger version

Name:	images (21).jpeg
Views:	2
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12552853

اب آن لائن

Working...
X