Ascending Descending Symmetrical Triangles Chart Pattern
Introduction
Dosto aaj hum jis mozu ko zare bahas lainge us ko price action ke liye samajhna be had zarori hay triangle chart ke madad se hum kis tarah trading lar sakte hain aur tringle kitne tiypes ke hote hain jin ke bare main hum tafseel se samajhne ke koshish karainge aur ayse tasaver ko shamile guftago karainge jo hamain in angles ke bare main guide karainge to ayye aaj ke is topic ka bazabta aghaz karte hain
Under Discussion Points
1 Triangle Chart Kya Hota Hay?
2 Symmetrical
3 Descending
4 Ascending
5 Note
Muntakhib points ke detail mulakta farmain
Triangle Chart Kya Hota Hay?
Muntakhib tasveer se aap ko triangle chart pattern ke defination wazhe hay baghoor jaiz aap ke triangle chart pattern se mutalik concept clear ho jaiga
![Click image for larger version
Name: 20220818_074400.png
Views: 1
Size: 22.9 کلوبائٹ
ID: 12552831](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12552831&d=1660805731)
Symmetrical Triangles Chart Pattern
Symmetrical Triangle*tab banty hain jab market aik arzi support and resistance main up and down hoti rehti hay, ham inky darmian bhi buy and sell ki trade kar sakty hain. Jab keh break out ka wait karty huye pending order kay through further trend ki continuation yani support and resistance kay break hony ki surat main bhi trade kar sakty hain
![Click image for larger version
Name: 20220818_074153.jpg
Views: 1
Size: 33.9 کلوبائٹ
ID: 12552832](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12552832&d=1660805793)
Descending Triangles Chart Pattern
Descending Triandle*down trend main banty hain jab market har bar new support say hit ho ker wapas jaye aur phir down ana shuru ho, is tarah last bottom say next bottom thora thora down ata rehta hay aur har bar price wapas jany kay bad ja nichy ati hay to sell ka moqa milta hay
![Click image for larger version
Name: 20220818_074214.jpg
Views: 1
Size: 33.2 کلوبائٹ
ID: 12552833](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12552833&d=1660805820)
Ascending Triangles Chart Pattern
Ascending triangle*tab banty hain jab market up trend main barhty huye uper say nichy aye aur again last top say some up jaye, is tarah ye up ward triangle banati rehti hay, jis say jab price down ati hay aur uper jana shuru hoti hay to ham dip say buy ki trade karty rehty hain
![Click image for larger version
Name: 20220818_074232.jpg
Views: 1
Size: 29.3 کلوبائٹ
ID: 12552834](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12552834&d=1660805868)
Note
Dosto aap ke pass chahe kitne bhe strong strategy ho magar main aap ko hamasha aik point par recomind karta hon ke hamasha take profit aur stop loss theory par amal lazmi karchahye dosto kabhe bhe forex main 100% nahe hota is liye hifazti ikdamat karna zarori hay
Shukariya