Head and Shoulder Pattern in forex trading...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Head and Shoulder Pattern in forex trading...
    Assalamu alaikum dear forex friends ummid hai ki aap sab khairiyat se honge aur forex trading business mein Apne daily task ko acche tarike se pura karte hue is business se achcha profit Bihar jab aap is business mein kam karte Hain to aapko market ko acchi tarike se analysis karne ke liye iske tamam candlesticks patterns ke bare mein complete information aur knowledge hona jaruri hota hai isiliye aapko chahie ki aap apna knowledge increase karne ke liye har topic ke bare mein complete information hasil Karen aur iskely aap iske tamam patterns ke bare mein samjhe aur uske mutabik market ko analysis karne ke bad hi usmein apni entry le tab hi aap is business se achcha profit hasil kar sakenge. So dear friends aaj Ham baat karenge Head and shoulder pattern ke bare mein.

    What is Head and Shoulders Pattern?

    Dear friends forex market mein jab hum kaam karte hain to Ham yah dekhte hain ki jab Ham Apne technical analysis ko perform karte Hain to use waqt hamare pass bahut jyada candlesticks patterns Ban Rahe hote hain jinki madad se Ham market ko acche tarike se samajh Kar usmein entry Le sakte hain UN tamam pattern mein se ek pattern Jo ke bahut famous pattern hai Head and shoulder pattern jiski madad se Ham market mein maujud ya banne wale reversal trend aur continuation rent ko dekhte hue market ke Apar jaane ki movement ko dekh sakte hain market apna ek highest point banati hai aur uske bad market dobara down movement karti hai aur next moment mein market waves ki shakal mein pahle wale highest point ko break karti hai aur apna head banati hai aur uske sath market dobara down movement start karti hai aur pahle wale highest point ko barkrar rakhte hue dobara se apna ek pic banati hai jiski madad se ham Head and shoulder pattern ko completely dekh sakte hain iski net line ke break out ke bad hamare pass ek Friend banta hai jise Ham apna profit Le sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	grade7-head-and-shoulders-after.png
Views:	13
Size:	17.2 کلوبائٹ
ID:	12552813

    Trading with Head and shoulder pattern:

    Dear friends forex market mein had and shoulder pattern per trading kis Tarah ki jaati hai ismein aapko jo guide line mein provide kar rahi hun iske mutabik aap market ko acchi tarike se samajhte hue trading kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	Pattern_description.png
Views:	4
Size:	18.2 کلوبائٹ
ID:	12552814

    Market Trend:
    Is pattern per trading karne ke liye aapko sabse pahle market rent ko samajhna hota hai aur Market ke trend ko samajhne ke bad market ki current position ko dekhte hue aap market ki resistance per ya yah pattern ban raha hota hai market ke support per yah pattern ban raha hota hai is Tarah aap market ke trend ko confirm karne ke bad is per training karna start kar sakte hain.

    Neckline breakout:
    Dear is pattern ki aapke pass sabse pahle net line Hoti hai iske break out ke bad aapane is per trading karna hoti hai aur yah aapko complete trade karna usi waqt batati hai jab market ko dobara se retest karti hai net line ki retest per aapke pass sabse pahle market mein rate enter hoti hai jiska mutabik aap apni marji se decision lete hue profit Le sakte hain.

    Stop loss and take profit:
    Dear market mein apni entry lene ke bad uska next step take profit hota hai kyunki jab aap market mein Koi bhi trade open karti hai to uska ek profit lagana bahut important hota hai isiliye aapko market mein Head and shoulder pattern per next Jo take profit hota hai vah market ki next sport hoti hai ya FIR Head and shoulder pattern ke darmiyan jo net line hoti hai usko dekhte hue aap ek profit set kar sakte hain stop loss market mein Koi bhi trade lagate hue aap ka sabse pahle Apne trade ko stop loss lagana bhi mast hota hai aur Head and shoulder pattern per aap agar trade lagate Hain to uske liye aapka stop loss lagana Head and shoulder pattern ke upar aata hai jo ki bahut mushkil se market usko hit karti hai isiliye aapko stop loss Apne account ki safety ke liye lagana bahut jaruri hota hai.

اب آن لائن

Working...
X