Impulse and corrective Wave with Detailed Discussion
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Impulse and corrective Wave with Detailed Discussion
    Introduction
    Dosto aaj hum aap ke sath Impulsive And Corrective Wave ke bare main detail ke sath discuss karainge jis ke bad yaki in aap ka jo Impulsive And Corrective Wave ke bare main jo concept clear hojai ga ayye is ko detail ke sath samajhne ke koshish karte hain

    Under Discussion Points
    Darje zail points ko muntakhab karne ka maksad hay ke aap ke liye post ko assan banana hay to ayye un points ka jaiza late hain jin par discussion zarori hay

    1 What Is Impulsive And Corrective Wave ?
    2 Impulse Wave In Market
    3 Corrective Wave In Market
    4 Note


    What Is Impulsive And Corrective Wave ?
    Impulsive and Corrective Waves wo terms hai jo big trading waves or small pullback waves ko describe karnay kay liye use hoti hai jo price kay trend main hoti hai. Impulsive and corrective waves tamam markets main,hr waqt kay time frame par hot hai, or price ka wo structure create daiti hai jo hm apnay cahrt pr dekhty hai ji ko samajh kar tradi g intre qadre asan hoti hay dosto Impulse Wave five smaller degree waves par consists hoti hai jo aik baray trend ke direction main chalti hai, jab kay corrective waves opposite direction main harkat karnay wali three smaller degree waves par composed hai.
    Click image for larger version

Name:	20220818_061434.png
Views:	1
Size:	45.6 کلوبائٹ
ID:	12552808
    Muntakhib tasaver se aap bahtar andaz main mozu ko samajh sakte hain jin main wazhe tor par dakhaya gaya hay
    Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	1
Size:	5.8 کلوبائٹ
ID:	12552809

    Impulse Wave In Market
    Forex Trading main aik impulse ka matlab hai quick price ka action jo bunyadi tor pr up or down aik direction main jati hai. Aik impulse ko momentum ya impulsive price action bhe kaha jata hai.

    Corrective Wave In Market
    Correction ya, dosray lafzon main, pullback or retracement, markazi trend kay opposite direction main corrective market ke nisbatan qaleel short term movement hai is waqt samnay ati hai jab market ya to zaida buy hoti hai ya zaida sell hoti hai. Ye oscillattors ke readings say dekha ja sakta hai

    Note
    Secure trading ke liye Stop Loss And Take Profit theory ka use lazmi karain
    Thank you for your attention

اب آن لائن

Working...
X