Introduction
First-alaikum dare member kya haal chaal hai main Amit karta hun aap sab log khairiyat se Honge aur Market Mein Achcha kam kar rahe ho dear market Mein kam karne ke liye aapke pass Achcha knowledge aur Achcha period Hona bahut jaruri hai Jitna channel Hoga utna hi aapko chahie ring kar Sakoge aaj main aapke liye ek naya topic Leke topic se aapko Kafi Jyada Na Le Hasil hoga
Symmetrical Triangle Chart Pattern:
Symmetrical triangle chart pattern a consolidation pattern hai jisme market price ki movement mein continuously decrease aata hai. Is pattern mein market buy or cell dono ki condition mein ja sakti hai.
Symmetrical Triangle Chart Pattern ko draw karne ka tareqa:
Symmetrical triangle chart pattern ko draw karne ke liye trader ko chahiye k price ke swing highs aur swing lows ko trend lines k sath jora. Donon train lines ek dusre ko cross karni chahiye aur dono trendlines mein lower trend lineine ki slope positive or upper trend line ki slope negative honi chaheye. Is pattern mein upper trend line ko resistance level aur lower trend line ko support level consider kiya jata hai.
Symmetrical triangle chart pattern ke complete hone per price support aur resistance level mein se kisi ek ko break karti hai.
Trading with Symmetrical Triangle Chart Pattern:
I. When Price Break Resistance Level:
Symmetrical triangle chart pattern mein jab price resistance level per pahunchkar candle ka close resistance level se upar de de to isase resistance level ke break out ki confirmation ho jati hai. Jis per trader ko ""buy ki trade"" active karni chahiye.
Is condition mein stoploss ko price k last swing low ke neche place karna chahiye aur take profit ko is pattern ke first swing ke barabar upar place karna chahiye.
When Price Break Support Level:
Symmetrical chart pattern mein jab price support level k niche candle ka close de da to isase support level ki break out ki confirmation ho jati hai. Jis per trader ko sell ki trade active karni chahiye.
Is Condition mein stoploss ko price ke last swing high ke upar place karna chahiye aur take profit ko is pattern ke first swing ke barabar niche place karna chahiye.