Over Trading in Forex Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over Trading in Forex Trading.
    Assalamu Alaikum dear member Main ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge aur Apna best war kar rahe Honge Jab aap aap proper hard work karne ke Saath Saath Apne analysis ko bhi strong karna Hota Hai Jo Main Bus is market Mein Apne analysis per Jyada Se Jyada focus karte hain vah Hamesha Kamyab Ho Jaate Hain Main Aaj aapse bahut hi important information share karungi jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic Hai over trading kya hai.

    Over Trading:

    Dear market Mein over trading Forex currency players stock or Digger security ki jarurat Se Jyada kharide farok ka Amal Hai over trading ke mutabik Baghel Ke Sara Din trading karna aur Khair mujassar place karne Shamil Hain Jo economics laws ka bahas banti hai over trading darasal ek nab se aati masla hai aur Har EK trader ko iska Bahu Bhi andaza Hona chahie Jab Bhi Ek trader ke pass trading ke Hawale se proper planning Nahin Hoti Jiske mutabik vah trading Se Kiya Hasil karna chahta hai to vah over trading kar jata hai jo ki trader ke jajbat se Amal Hai Kuchh best technic ka use karne se ek trader top Tu bottom strategy Delhi profit loss risk aur per de ke hisab se jitni trading required Ho usko apnata hai.

    Click image for larger version

Name:	download (11).jpeg
Views:	3
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12552608

    Over Trading K Alamaat:

    Dear financial market Mein over trading chai wo for a trading Ho commodity so stock energy Ho vagaira se Murad security ki jarurat Se Jyada kharide Farook ka Amal Hai over trading Ek aisa masla hai jo new traders aur expert rader donon ko ho sakta hai yah use time Hota Hai Jab trader trading band Nahin Karte aur Khud Ko economics example ki taraf Lekar Jaate Hain.

    Click image for larger version

Name:	download (7).png
Views:	5
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12552610

    Dear Ye note karna important hota hai ki over trading ki vaju Hath trading psychology aur use Amal ke dauran traders ko Apne jajbat ke sambhalne ke tarike se vashta hai ya use time Hota Hai Jab traders Ne trading se apni tabakat ko Puri Tarah Se mutmain Nahin Hua Hota Hai Muktsar and yah ke yah unke jajbat ya lalach hi hote hain Jo trader ko market Mein over trading ki taraf Le Jaate Hain ab Kyunki yah Ek nafsiyati masala hai isliye trading ke bare mein Logon ke ravaiya tabdil karne ke tarike maujud Hain trading Khud Apne mind set up ke jarie se over trading Jaise masale per Kabu pa sakta hai.

    Over Trading Sy Bachny K Tareeqy:

    Dear over trading chunki Ek Nav se Aati masala Hai Is vajah Se trader ko Khud Se Aise technic apnane Honge Jiski help se vah is jajbati masale per Kabu Pa sake darja jail Mein Kuchh Aisi technic Hai Jisko apnane se ek trader bahut had Tak over trading se sev Rah Ja sakta hai.

    1. dear trading plan banaen

    2. Sara Din trading se avoid Karen

    3. daily base per trading Ko Main dudh Karen

    4. Jyada loss hone ki condition Mein trading se thoda sa gap len

    5. take profit aur stop loss ka use Jarur Karen

    Trading Plan:

    Dear trading plan ki technique Har EK trader per Lagu Hoti Hai Chahe use over trading ka masala ho jana Ho trading plan Ka Hona trading ke Amal mein order or structure provide karta hai aur traders ko Apne decision ke bare mein jyada baadshaho banata hai trading plan Ek trader ko Din Mein mukra strategies ke mutabik uski rahnumai karte hain jisse trader Apne jajbat aur lalach per Kafi had Tak Abu pa sakta hai trading plane ke kamyabi ke liye sabse Jaruri chij uske liye ek sakht discipline hai jo trading plan aur Amal karne ke liye Karamat hota hai sakht discipline Hamen over trading se bachane mein Kafi had Tak help deta hai.

    Limit Your Daily Base Trading:

    Dear Forex trading ka Amal pura din yani 24 hours continue rahata hai jo forest trading ke khubi Bhi Hai Aur Ek types ka loss Bhi Hai Is vajah Se koshish karen ki pura din trading na Karen aur apni trading Ko Main dudh Karen yani Jab be trading Mein Achcha mauka Hasil Ho Jaaye to use time trading se fayda Hasil Karen trading ka Amal Hamen Jara Ek Bar aisa hota hai jo Hamen down side ya aap side per limit order Lagate Hain vah Hamari tradesmi Hit Ho Jaati Hain jisse Kafi profit Milta Hai.

    Daily Base Par Trading Ko Mehdod Karin:

    Ek hota hai pura din trading karna aur dusra hota hai bahut jyada trading ya donon Amal bahut jyada dangerous Hai daily base per trading Mein dudh Karen Taki Jo Hamen matlaba target Ho vah per hone ke bad Masjid trading se avoid Karen trading plan ine fact Hota isliye hai ki Jab Bhi Apna target Hasil Ho Jaaye to Uske bad trading ko agale din ke liye Chhod Den kam profit Lo se bahut best hai.

    Take Profit And Stop Loss ka Estemal:

    Dear Forex trading ka sabse important aur Jaruri part yah hai jo kit Har EK trade ka ek lajmi part hai take profit aur stop loss risk reward ratio or trading plan ke mutabik set Karen Jitna aap daily ke hisab se risk bardasht Karte Hain Uske mutabik profit ke liye bhi apna stop loss account ko wash se Bachata Hai Jab Ke take profit mat looba Harda pura hone ke bad Hamen profit Mil Jata Hai.


    Click image for larger version

Name:	images (73).jpeg
Views:	1
Size:	11.3 کلوبائٹ
ID:	12552612
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over Trading in Forex Trading.

    Over trading ke bare me post
    sub member kaise hai umeed hai sub achay hon gay or acha kam chal raha ho ga yaha per pak forum per forex trading ki guftagu ki jati hai or trading ka knowledge share kiya jata hai ya forum
    new trader ke liye acha forum hai jaisa ke is post me over trading ke bare me bataya gaya hai ke over trading kaise humare liye losable ho sakti hai over trading karne wala trader kaise emotions
    ko control nahi kar sakta or loss per loss karta hai yaha per hume bohat sara trading ka knowledge free me mil raha hai hume bus yaha per time dena hai or learning karni hai trading ki
    Over trading na kare
    Forex trading me kahte hai ke over trading na kare hume ya tu pata chal raha hai ke over trading na kare lakin agr zaida trading nahi kare gay tu profit kaise banaye gay ya bohat sare new traders
    ka sawal hota hai is ka jawab ya hai ke trading zaror kare lakin achi trade kare kabi bee wo trade na kare jis ka apko pata nahi hai or loss hone ke chance zaida ho agr ap day trader hai
    tu aik din me aik hi trade kare lakin wo aik trade aisi ho ke ap ka anlysis itana strong hona chahiye ke loss ke chance kam ho jaye or profit ke chance zaida ho agr some time loss ho bee jata
    hai tu koi bat nahi hai next trades me loss recover ho jata hai.
    Over trading karne se apka profit bee nuqsan me jaa sakta hai
    over trading me bohat sare nuqsan hai jaisa ke apne agr market ko koi achi trade ki hai or profit earn kiya hai tu apko chahiye ke ap zaida trade nahi kare agr ap trade per trade kare gay tu
    hom sakta hai ke is dafa apka analysis wrong ho or apko loss ho jaye isi liye expert traders yahi kahte hai ke over trading karne wala is business me kabi bee profit nahi kar sakta.
    منسلک شدہ فائلیں

    اب آن لائن

    Working...
    X