1 minute trading strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    1 minute trading strategy
    AOA
    INTRODUCTION

    Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahe khush rahe aur mahfuj Rahe for extering mein trade open karne se pahle apni market ka analys Karen achcha entry point talash Karen aur uske bad aap apne trade ko open karen to yah trade profitable hoti hai iske liye hamen hard work karte hue jyada se jyada market ka knowledge hasil karna hai aur apne experience ko improve karna hai Taki Ham ek acche theater Ban jaaye aur forex trading se achcha profit hasin kar saken aaj jis topic per main aapse Apne knowledge ko share karna chahta hun vah Hai 1 minute setter JD institute se Ham kaise Apne trade ko open karte hain aur kaise profit hasil karne ki koshish karte Hain aaj isko Ham understand aur read karne ki koshish karenge ummid hai aapke knowledge mein improvement Hogi

    DETAILS OF THIS STRATEGY
    1 minute strategy 2016 mein introduce hoi ye stragedy fore x trading mein sirf tab use Hoti Hai jab Koi event ya news aati Hai yah event market ko up ya down push kar sakte hain 1 minute event ke dauran aap is tragedy ko use Karke market se achcha profit hasil kar sakte hain yah Strategy ko use karne se pahle traders ko Chand important point ka pata hona jaruri hai
    Central Bank calender
    Economic calender
    How to set pending
    How to use stop loss and take profit
    How to use lot size and expiry time on pending orders
    Forex trading mein 1 minutes set tragedy ka maksad ek minut ke andar loss ko kam se kam karna aur jyada se jyada benefit hasil karna hota Hai jyadatar isko sclapping bhi kaha jata Hai is tragedy mein graph bahut jyada speed ke sath move ho raha hota hai aap sirf profit hasil karne ke liye pending order ke sath inter ho sakte hain Central Bank aur Bikaner mein calender online available hota hai jiske upar coming events ke bare mein likha hota Hai hamare pass events ke teen level hote Hain








    Low impact
    Medium
    High impact
    1 minute settergt ko use karte hue Ham sirf UN events ko awaaz karte hain jinka market per high impact ho sakta hai
    HOW TO WORK 1 MINUTES STRATEGY

    Central Bank calender batata hai ki 22:00 pm Federal Bank ki taraf se ek event hai to aapko chahie ki aap event se 45 minut before market mein inter ho aur apne matter trader fore se 15 minut time frame chart open Karen aapko chahie ki aap aakhri char candles ki high aur logon Ko check Karen agar is candle ya chart ko dekhen to aapko najar a Raha Hoga ki log 1.055 and 1.05597 average 1.055 ke kareeb hai aapko yah baat zahan mein rakhni Hogi ki market up and down move kar rahi hai is chart mein To isase aapki average bhi time tu time change ho sakti hai lekin new average ki moments ko determine karne ke liye method per stay karein



    Intries level for your trading strategy
    Reserve Bank ke events bahut jyada volalite hote hain aur correct entering ke level ko determines karne mein nakami ka bahut jyada dangerous ho sakta hai jis currency pairs aap trading kar rahe hain uski movement ko determines karne ke bad aapko average moment ka upper 200 pips shamil karne ki jarurat hai sell stop order Euro / USD ki average movement ko resume karte hue 1.05555 aapka pending order hona chahie jaise ke bhai stop 1.05 755 sales stop 1.05 355 hona chahey

    Targets your pips
    1 minute strategy mein market ka chart bahut jyada fast move karta hai aapko chahie Kisi bhi event se pahle aap log Apne targets ko set Karen lekin aap ka targets 200 pips se jyada na ho Is Tarah aap ka stop loss bhi 100 se jyada na ho agar aap log Apne pips ko target Nahin karte ya to isase aapko jyada log bhi ho sakta hai kyunki aapko Nahin pata ki market kis taraf munh karti hai

    LOT SIZE AND EXPIRY TIME

    Jab bhi Koi event hota hai ya news aati hai to use waqt market bahut teji ke sath move karti hai use time Ham Ko chahie ki apni equity ke hisab ke base per apna ek order set Karen bahut bari lot size ke Sath order na lagaen to ho sakta hai market aapko opposite side per challi jaaye to is mein aapko loss bhi ho sakta hai agar aapke pass 100 dollars Hain To aapko 1 stander lot size open karne chahie aap yah assume Karen ki event ka time 21 .oopm hai pending orders ka time per khatm hona chahie iski vajah yah hai ki agar event ka dauran market mein ijaafa hota Hai To buy order open ho jaenge is minut ke bad aapka sel order close ho jaega

اب آن لائن

Working...
X