A Comprehensive Guide: Trading Channel Indicator.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    A Comprehensive Guide: Trading Channel Indicator.
    What is Channel Trading:



    Channel trading aik aisi trading technique hai jisko follow kartay huway traders market chart pay supports aur resistance levels ko true tareekay say identified kartay huway market say achi earning ko possible bana saktay hain. Traders is technique ko use kartay huway market chart pay evaluate kar saktay hain khawah wo market main sell ki entry k sath trades kar rahay hon ya phir bu k sath trades kar rahay hon is strategy say acha faida hasil karna asaan ho jata hai aur usk sath sath market ki current degree volatility ko bhi identified asaani say kiya ja sakta hai.
    Traders jab market chart pay support aur resistance levels say faslay pay price ko count nai kar saktay hain tab is technique k use say market price k levels ko identified karna bhi asaan aur mumkin ho jata hai. Jab price kisi support ya resistance levels k kareeb hoty hai to ham is technique ka use kartay huway market main long-term ki entry ko execute kartay huway benefit hasil kar saktay hain.



    How to Trade Using Channels:



    Channel indicator technique k sath trading karnay k liye traders 2 kisam ki trades ko open kar saktay hain, aik jab market main trend main movements kar rahi ho aur 2nd jab market trend ko breakout kar chuki ho aur trend finished ho chuka ho.
    Trending trading k liye trades tab ki ja sakty hai jab market aik trend main movements kar rahi ho aur price ko long-tern k liye buy kiya jaye aur without trend main trading karnay k liye traders short-term k sath sell ki entry ko open kartay huway is channel technique ko follow kiya ja sakta hai.
    However, traders market chart pay is indicator technique ko follow kartay huway tab bhi acha faida hasil kar saktay hain jab market trending ho aur kuch retracements main movements continue rakhty ho jisk sath hamara knowlege is hisaab ka hona bhi zaruri hai k price us kuch retracement k baad permanent revers ho jaye.



    Five Popular Trading Channel Indicators:



    Market chart main trading kartay huway traders kuch mazeed channels ko follow kartay huway apni trading strategies main ad kar saktay hain jis say market price ko smajhna bhi asaan ho jayega aur sath sath trading main losses ki ratio bhi kam tar hoty jayege. kuch mazeed channels k name darj zail main hain jinko follow kartay huway traders market ki learning ko mazeed asaan aur usefull bana saktay hain.

    1. Donchian channels
    2. Bollinger bands
    3. Keltner channels
    4 .Fibonacci channels
    5. Stoller average range channel bands (STARC bands).

    Agar in channels ko traders market chart pay trading kartay huway apni trading strategy main ad kartay hain to mairay ideas k mutabik market main bahut he kam loss hoga aur achi earning possible hoty jayege.



    Click image for larger version

Name:	channel1.png
Views:	1
Size:	30.0 کلوبائٹ
ID:	12552408


    Shukrya.

اب آن لائن

Working...
X