agar s market mein aap indicator used kar rahe hain to iske liye hath se aapko tamam trades open karni hoti hai isi mein Gai dafa aapki trade ka stop-loss hate Ho jata hai magar over Alla profit Mein rehte Hain aise indicator main aapko har time frame Mein trades mil jaati hai in time friends Mein trade lagane ke liye aapko confirmation dekhni hoti hai agar aap phone mein yah indicator used kar rahe hain to aapko h1 time frame Mein confirmation mil jaati hai is tarah aap yah indicator ko use karke acha profit bana sakte hain is indicator ko use karne ke bare mein aapko instructions online mil jaati Hain
Fibonacci indicator.
Yah indicator harmonic pattern par istemal hota hai aur ek series mein humko Kuchh calculations Deta Hai Jo hamari trading Mein Hamare liye bahut jyada faydemand sabit hoti hain aur ham apni trading ko profitable banane ke saath Saath Apne account ko bilkul safe Rakh sakte hain aur nuksan se isko Mehfooz kar sakte hain Agar Ham is indicator ki importance ko dekhna Chahte Hain To Hum is baat ka aasan ke sath Idea Laga sakte hain ki yah indicator Hamare liye bahut jyada help hota hai aur Hamari properly guidance karta hai aur Humko decision-making mein bahut help Karta Hai Jiski vajah Se Hamare liye trading Mein decision Lena Aasan ho jata hai.
Fibonacci levels.
Fibonacci en levels kO 50% ,38.2% ,23.6% ,76.4%, 61.8% k hisab say rakha gaya hay agar Price up trend ma gaye hay tou deal dalne ka intezaar karain k Price kes makam per wapis ho jaye es wapas aane kO retracement kehtay hain aam toor per Price abovementioned levels ma say kese level tk aa jaate hay or yahan say wapis upward movement shoro krte hay. Fibonacci kiya hay?or es ka invented kon hay