Contract for difference
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Contract for difference
    Details of CFDs

    *Asalam o alaikum* members

    Kya haal hai aap sb k? ummid hai aap sab khairiyat se honge Jahan Rahe khush rahe aur mahfuz Rahe fore x trading mein acchi trading Karke acha profit hasil Karen Apne business per focus Karen market ka jyada se jyada knowledge hasil Karen kyunki jitna knowledge aapke pass hoga aap utani acchi trade kar sakte ho apni knowledge ke sath experience ko bhe improve Karen jis topic per main aapse Apne knowledge ko share karna chahta hun vah hai CDF kya hai aur yah trading mein hamen kaise advantage aur disadvantage kar sakta hai isko read karte hain aur understand karne ki koshish karte hain Taki Ham future mein acchi trading karne ke kabil ho sake.
    Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	1
Size:	3.5 کلوبائٹ
ID:	12552171
    What is Contract for Differences ( CFD)?

    A contract for differences (CFD) is a financial contract that pays the differences in the settlement price between the open and closing trades. CFDs essentially allow investors to trade the direction of securities over the very short-term and are especially popular in FX and commodities products.
    Stock ya commodities ka dusre parties ke sath buy ya sell ke dauran Karti Hai ismein trading ki end per donon parties Apne Apne stock ki difference ko define karti hai aur uska tabadala Karti Hai CFD mein aam tor per currency exchange stocks aur commodities vagaira shamil hoti hai.

    Are CFDs better than options?
    Advantages Of Options vs CFDs

    Low Trading Costs: as compared to CFD trading, options have a much lower trading cost. This is because they tend to be inherently leveraged, rather than traded on margin like CFDs, although it is obviously possible to employ a hybrid of both strategies.

    CFD yani contracts for difference mein aapko Apne margin ke hisab se trading kar sakte hain is mein aap stocks ya dusri Asia ko lekar old kar sakte hain ki uski price jyada ho sakti hai kam price per Ham Apne cheezen sell kar sakte hain CFD ka kuchh contries mein bahut benefits hote hain jaisa ki UK mein Koi tax payer nahin kiya jata lekin yah bhi halat per depend karta Hai CFD trading mein hamen Koi puri unit Nahin kharidni padati balki hamen Apne kam ke liyhaz se Hi aur account mein maujud balance ke liye se hi chij buy aur sell karni padati hai ismein koi physical delivery Nahin Hoti bas stock ko Ham Ghar se bhi buy aur selly_ kar sakte hain.
    Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	2
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12552172
    Are CFDs safe?

    CFD bahut risky hai aur ismein hum jo margin Diya jata hai agar vah loss kar dete Hain To hamen pure account se hath dhona padta hai kuchh mumalik jaisi America mein yah Kam Nahin kar sakte kyunki ismein item ke physically availabitily ki Nahin Hoti is vajah se vahan per is per pabandi hai.

    Explanation


    Difference ki ratio se profit aur loss ko calculate Kiya jata Hai is trading mein traders market mein pairs aur commodities ko buy aur sell karta hai lekin is buying aur seling ke Liye physically traders ke pass koi pair ya commodity Nahin Hoti Jo traders forex mein Small lot size se trade karte hain vah hamesha kamyab rahte hain kam se kam loss hote hain CFD type trading ke liye trader ke pass acha capital balance ka hona bahut important rakhta Hai iske bagair trading nahin kar sakty.
    Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	1
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12552170

اب آن لائن

Working...
X