Continuation ca
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Continuation ca
    AOA
    INTRODUCTION
    Friends kya hal hain aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahe khush rahe aur mahfuz Rahe Apne knowledge aur experience ko improve karte Rahe Hain aaj is topic per main aapke sath Apne knowledge ko share karna chahta hun vah continuation chart pattern ke features forex trading mein technical analys mein hamen financial assist ki market price ka trend find out karne ke liye different patterns ke bare mein pata hona bahut jaruri hai yah pattern hamen market price chart ke zeria price ki movement ko jaanchne ke liye help karte hain ine patterns mein kuchh reversal pattern hote hain aur kuchh continuation pattern hote Hain aaj Ham unki study karenge Taki hamen maloom ho ki continuation pattern kaun se Hain aur reversal pattern kaun se hote hain ummid hai aap ke knowledge mein bahut jyada improvement Hogi

    CONTINUATION CHART PATTERN
    Continuation chart pattern ke images aur name share kiye jaate Hain

    REVERSAL CHART PATTERN
    Reversal patterns ke image aur Naam share karna hai kyunki agar har EK ki details se bataya jaaye to post bahut jyada long ho sakti hai

    Continuation chart pattern market ke running ya on going trend ko resume hone ke bare mein batate hain normali technical analys mein kuchh commonly used hone wala continuation chart pattern Jo traders ko market ke trend ke continue rahane ka signal dete Hain unmen triangle flags aur triangular pattern vagaira shamil Hai
    FEATURES OF CONTINUATION PATTERN

    Yah chart pattern hamen financial assist ya currency pairs ke trend continue rahane ke bare mein batate hain inse traders ko market mein price ke particular trend mein continue hone ke bare mein indication milta Hai normali continuation chart pattern per trade Karne ka tarika yah hota hai ki Ham break out per already continue market price ke trend ko follow karte hain aur tab trade mein entry karte Hain


    TRADING STRATEGY WITH CONTINUATION PATTERN

    Ine chart pattern mein pahle traders running trend ko point out karte Hain uske bad market trend mein continuation chart pattern ko locate karte Hain third step mein break out ko jante hain aur jaise hi break out hota Hai to traders Apne sell ya buy ki trade open karty hain
    stop loss order ko trader pattern ke break out ki opposite diraction mein set karte Hain jab take profit trader ko hamesha next support ya resistance level per set karna chahie

اب آن لائن

Working...
X