Brief Introduction to Hedging Trading strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Brief Introduction to Hedging Trading strategy
    Description.

    Dear friends sideways trend ya ranging trend mai hoti hai jab market mai no higher high and no lower low movement ho matlb market jab support and resistance level k darmian se nikal na sakay aor move karti rahe to Jo sideways trend banta hai aur Sideways movement me market ki straight movement hoti hai aur resistance and support level aik dosre k qareeb hoti hai to jab bhi market me price resistance level tak chali jati hai trader buy wali trade ban karte hen aur jab market ki movement support level ko pahunch jata hai to us waqt wo sell ki lot close karte hen.

    Click image for larger version

Name:	BASICS-OF-HEDGING-What-is-Hedging-in-Stock-Market.jpg
Views:	3
Size:	101.4 کلوبائٹ
ID:	12552030

    Hedging Trading strategy.

    Dear friends Hedging strategy me agar market ki movement breakout ho jate hen aur hamare trade opposite side pe hote hen, to is se hamen na to loss hota hai aur na hi profit melta hai aur market ki movement same trading se chalti hai Hedging strategy me experience aur knowledge nahi hota hai to is waja se is me hamen na to exact support level ka pata hota hai aur nahi resistance level ka, is waja se hum to the point profit gain nahi kar sakte hen.

    Hedging Strategy Importance.

    Dear friends market Mein hedging strategy istemal Karke apni account per margin call receive karne se avoid kar sakte hain Forex trading me hedging strategy bahut hi important aur famous hoti hai agar aap ko market ka trend confirm Nahin Hota To Aisi situation main aap market Mein hedging kar sakte hain aur uske sath Agar aapka account wash hone Ka Hota Hai .

    Disadvantage of Hedging.

    Dear friends Jo trader market ko achi tarah analyze karty hain wo he hedging sy benefit hasil kar sakty hain. So trader ko agr market ki knowledge ni ho gi to wo profit hasil karny ma kbi kamyab ni ho paye ga. But ye b ek haqiqat hai k wo trader hedging ni karta ya esko use ni karta jo market analysis ma expert hota hai.Hedging technique tb he acha kam karti hai jb trader deheding achy time par kary agr trader dehedging time sy pehle ya dair sy kary ga to usko hedging ma kio benefit hasil ni ho ga.

    Click image for larger version

Name:	Hedging-or-Hedging-Strategies.jpg
Views:	2
Size:	15.7 کلوبائٹ
ID:	12552031

    Advantage of Hedging.

    Dear friends hedging strategy Ek short term strategy Hoti Hai Jisko market Mein short-term trade apni trade ke liye use karte hai market Mein traders is strategy ko long term trading ke liye bhi use karte hai Kyunki strategy unhen short-term aur long term two types ki trading ki services provide karti hea.

اب آن لائن

Working...
X