What is Spread In Forex Market.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Spread In Forex Market.
    Assalamu Alaikum dear member Main ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap ismein hard work karte hain aur Market ko acche tarike se Samajh Kar trading kar rahe hote hain to aapko bahut jyada advantages Hasil hote hain aapko best entries mil rahi hoti hain aur aap acchi arning kar sakte hain isliye aapko Koshish Karna Hogi ki aap market ko proper time de aur different time frame Mein analysis Karke trading Karen Taki aapko is market Mein Achcha result Mile main aaj aapse bahut important information share karungi jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai Spread kia hai Ham isko Kaise samajh Gaye trading Mein profitable ho sakte hain.

    What is Spread:

    Dear forest trading market Mein aam taur per Jo spread hota hai vah hi in fact brokers ki arning Hoti Hai Is vajah Se Kisi position per brokers spread ko increase decrease ya fix spread rakhte Hain agar koi brokers Apne client Se Jaise deposit withdra ya transaction charges nahi leta hai To vah Apne client ke Sprite Se Hi Paise vasul karta hai. Forest trading Mein separate vah Commission hota hai jo brokers Ham se usul karta hai aur is ka andaza Hamen MP4 account mein maujud kisi bhi pair ke bye aur Sel ke value Ke Darmiyan Jo difference hota hai usse lagta hai separate Aam Taur per brokers ko hi vasul hota hai aur Yahi broker ji ki Asal arning hoti hai jo ki Ham Ko trading market Mein mutaarif karata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (64).jpeg
Views:	1
Size:	15.5 کلوبائٹ
ID:	12551959

    Surprise ke Jyada hone se Hamen profit kam Milta hai aur Iske kam hone se Hamen profit ya Jyada Hasil hota hai dusra separate ka ratio 200 ho raha Hota Hai vah 0.0 ke hisab se hota hai agar Ek pair Ja commodities ki value Ke Darmiyan spread hundred hai to use ka matlab hai ki Jab Bhi Ham 0.01 ki Laut lagaenge to usse Hamen $1 trade Lagai Gai yani Hamara trade minutes $1 ke loss se start hoga aur Agar yah supported Kisi per ya commodities mein sirf 10 ho to iska matlab hai ki Jab Bhi Ham use per ya commodities per 0.01 ki lot lagaenge to trade zero point 10 Hoga matlab kam spread Mein fayda milega.

    Click image for larger version

Name:	images (78).png
Views:	8
Size:	19.8 کلوبائٹ
ID:	12551960

    Separate ka aamtaur per fayda brokers ko jata hai jo vah bhi koshish Karte Hain Ki Kuchh pair per Jyada separate rakhen aur kuchh per kam aur jo pair yah commodities Jyada variable hote hain use per vah koshish Karte Hain Ki Jyada separate Rakhi isase broker ko Jyada fayda Milta Hai jaise ki Gold per broker Jyada spread rakhte Hain Hamen kam surprise per Jyada fayda Milta Hai forest trading Mein Hamare liye Jitna spread kam hone Gaye to utna hi traders ko fayda hota hai Jyada separate pet traders ko trading ke aagaaj per hi jyada loss ka Samna karna padta hai brokers ki taraf se surprise ki aamtaur per do type Di Jaati Hain fix speard hai aur dusra variable spread.

    Fixed Spread:

    Dear vaise to fix spread ke naam se hi pata chal Jata Hai forest trading Mein fix separate se Murad vah spread Hain ke ismein kisi Bhi kism ki koi changes Vakya Nahin Honge Halat Chahe kaise bhi ho traders ke liye spreadsheet hi rahte hain zero spread bhi Shamil Hai lekin use per Commission lagta hai jo broker trade open karne per vasul Karta Hai fir se spread ka fayda short term trading traders ko Jyada hota hai Kyunki unko isase Koi tabdili Nahin Hoti aur vah tension free hokar trading karte hain aur Har type ke halat mein spread sem hone per UN per Koi extra pressure Nahin padta hai scalping traders bhi tension free hokar fast trading kar sakte hain ki ismein Se Hi high hota hai aur Aam traders ko high spread per pahle hi pay karna Hota Hai.

    Variable Spread:

    Dear Forex trading Mein variable spread se Murad market ki movement se spread Mein tabdili hone variable spread kahlata hai agar Aam halat mein market moment normal Hai To yah spread kam hota hai but market volatility ke dauran yah spread high Ho Jata Hai Is per market ki up down ya fast movement bahut jyada Asar Andaaz Hoti Hai variable separate ka fayda yah hai ki Aam market Mein yah kam hote hain aur Hamen use time Jyada Aamdani ka fayda mil sakta hai but iska back point bhi yah hai ki Hamen fast market moment per yah bhi Sath Ho Jata Hai aur iski pipes mein bahut jyada difference a jata hai aur yah bahut high ho jata hai.


    Click image for larger version

Name:	download (8).jpeg
Views:	6
Size:	10.7 کلوبائٹ
ID:	12551961

اب آن لائن

Working...
X