Aslam u alaikum,
Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members aaj main aapk sath forex trading main kaam karnay k liye 2 bahut he important factors k baray main discuss ko start karta hoon jin pay aap agar achi discuss kartay hain aur apnay achay openions daitay hain to ham is post ki help say bahut kuch new seekhaingay aur usk sath sath apni trading ko aur bhi ziada strong tareekay say profitable bana saktay hain, mairay knowledge k mutabik risk manegemnt aur psychology management dono he bahut ziada important hain, ham in main say kisi aik ko bhi ignore nai kar saktay hain laikin aik baat pay hamko ziada tawajo daitay huway market main kaam karna hoga k agar hamari psychology correct hai to ham market main kaam kartay hwuay disciplined aur sabar say kamyabi ko hassil kar saktay hain.
Forex trading main agar hamari psychology theek hai to ham aik regular traders ban saktay hain jisko ham aik achi planning k sath achi profit main change karnay main success ho skatay hain qk agar trading main hamari psychology theek hai to ham market main trading k risk ko automatically correct hotay hwuay daikh saktay hain.
Aaye! chand aik mazeed highlights ki help say ham is problem ko solve karnay k liye discuss kartay hain.
Risk Management:
Dear, mairay knowledge k mutabik forex trading main risk management traders ko negative side say bacnay k liye use kia jata hai jis main agar traders iska use kartay hain to unka capital ziada aur big losses say bacha sakta hai, yeh aik alag baat hai k agar ham market main barra risk laitay hain to hamko trading main reward bhi big milnay k chances hain laikn agar wahi risk hamko loss daiga to hamko high loss ka samn akarna hoga.
Risk management ko hamain trading main aik reasonable percentage k sath set kartay hwuay kaam karna hota hai jis main hamara risk 1%-2% k hisaab say per trade agar hoga to ham tab he risk ko manage karnay main kamyab ho saktay hain.
Psychology Management:
Dear, forex trading main jab ham trading kartay hain to agar ham us main psychology ka use nai kartay hain to ham yeh samjh saktay hain k ham apni trades main loss sirf apnay emotions bad habbits aur greed ki wajha say kar rahay hain aur agar ham psychology ka permanent use kartay hain to na sirf ham aisi habbits say bach skatay hain balk hamko market main wo kuch milnay k chances increase ho saktay hain jinko follow kartay hwuay ham market main professional trader ban saktay hain.