Important Information About Fabonacci Indicator in Forex Market.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important Information About Fabonacci Indicator in Forex Market.
    Assalamu Alaikum dear friend Aayi ho aap sab khairiyat se Honge aur Apna achha kaam kar rahe Honge Jab aap ismein apni working karte hain to aapko best intry lene ke liye bahut hi acchi planning ke sath kam karna hota hai aur Mani management ko follow karke trading karna hoti hai agar aap ismein chhoti si bhi Galti Karte Hain To aapke liye bahut bada nuksan ho sakta hai isliye aapko Hamesha daily Katar Ke complete karna chahie aur proper is ko time Dena chahie agar aap market ko proper time Dete Hain To aapko bahut acchi entries mil rahi Hoti Hai Jis per aap acchi running kar sakte hain main aaj aap se bahut hi important information share karungi jo aapki trading ko best result de sakti hai to Mera topic Hai Fibonacci indicators kya hai.

    What is Fibonacci Retracement:

    Dear friend Fibonacci ratio in fact tadad ki ek series hai jo natural price Mein izaafe ko Bayan karne mein help Deti Hai yah number ek mathematics Leonardo fibonac Ne Darya Kiya Hai fibonachi ratio Ke Piche basic maksad yah hai ki isko use price ke support aur resistance level ko Maloom karne ke liye kiya jaaye fibonachi ratio ke jarie se UN le ya position ki Nishan Dahi ki Jaaye Jo traders ke liye profit ka bahis banti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	36
Size:	9.8 کلوبائٹ
ID:	12551828

    Jab Bhi market Mein price Ek Trend ke hisab se chal rahi hoti hai fibonachi ratio bhi market ke sath de rahi ho to use condition Mein price ko taslcul se chalne Diya Jaaye traders trading platform software ki help Se fibonachi Re dressment ke level ke hisab Laga sakte hain ka hisab Lagane ke liye jisse traders ko andaza ho jata hai ki usko kis level per Apna profit Kamana ki jarurat hai fork trading Mein jyadatar traders Apne technical analysis Mein fibonair insar karti hai.

    Fabonacci Retracement k Important Nukaat:

    Dear fibonachi replacement technical analysis Mein Hamen price ke support aur resistance ko Maloom Karke trading ke dauran take profit or problems ki entry aasani se kar sakte hain fibonacchi retracement Har Tarah Ke time frame Mein use Kiya Ja sakta hai yani short term trading bhi sem fayda Hasil kar sakta hai aur long term ke traders late Hain Fibonacci retracement ka samajhana or is pay trading karna bohoti aasan hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	4
Size:	12.2 کلوبائٹ
ID:	12551827

    Explanation of Fibonacci Retracement:

    Dear friend Fibonacci retracement levels Ko Hum waise Bayan nahi kar sakte iske liye jaruri hai ki Misal se explain Karen Mother Teresa Misal se Wajah hota hai ki fibonacchi Re dressment ko concept Kis Tarah Se use Kiya Jata Hai USD / CAD currency jode ka daily chart down Diya Gaya Hai chart ko Dekhte Hue andaza ho sakta hai ki kam change 0.9799 or zaida badlo 1.0313 par hai.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	11
Size:	12.4 کلوبائٹ
ID:	12551826

اب آن لائن

Working...
X