Lets Understand Fundamental Analysis and Technical Analysis
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lets Understand Fundamental Analysis and Technical Analysis
    Dear members
    Market mein inter hone ke liye 2 method use ke jaate Hain. technical analysis aur fundamental analysis. Trader aksar Is is baat per search karte hain ki kaun sa analyse se unke liye acha hoga .main aapke samne donon types ko explain karna chahti hun jiska Bada faisla apne khud karna hai ki kis method main aapke liye profit acha hai.forex market main totally trading hardworking or analysis ki basis py hoti hai.jo jitne strong analysis karke trading karta hai use profit bhi acha hota hai .forex market mein analysis 2 types ki hoti hai jinka combine karke Ham market mein trade open karte Hain.

    Types of Analysis:


    Dear trading karne ke liye aapko market ko samajhny k liye different types ka analyse karna hota hai . Wo different types yahai.

    Technical Analysis

    Fundamental Analysis

    Sentimental Analysis



    Technical Analysis:


    Dear technical analysis ko karne k liye aapko market ki previous movement ko dekhna hota hai aur market mein candlestick ke related different patterns ko bhi dekhna hota hai aur uske mutabiq aapko trade karna hoti hai.ismein aap different technical indicators ko bhi use kar sakte hain .Dear different technical indicators aur trading tools ka use karke market mein technical analysis ko perform Kiya jata hai. jisse market ki movement ka idea lagaya ja sakta hai .jo log short term trading karte hain wo technical market ko dekhte hain jaise ke support and resistance ,candlestick pattern aur chart patterns.

    Click image for larger version

Name:	trading-technical-analysis-1024x507.png
Views:	3
Size:	89.2 کلوبائٹ
ID:	12551815


    Fundamental Analysis:


    Dear fundamental analysis ke liye economy data ko use karke market ko analyse Kiya jata hai.Economic data ap news report ,economy reports ka use kar sakte hain .Jahan technical analysis main aap past main market ki price ko use karke analysis karte hain.yahan future mein economy price ki base per market mein entry lete Hain.

    Click image for larger version

Name:	fundamental-analysis1.jpg
Views:	8
Size:	13.4 کلوبائٹ
ID:	12551816


    Sentimental Analysis:


    Dear forex market mein Koi bhi trade open karne se pahle Jab aap market ko watch karte hain aur koi bhi tool use kiye bagair market ki movement ka idea lagaen aur trade Karen you use Fundamental Analysis kaha jata hai.ya short term ke liye bhi use ho sakta hai aur long-term ke liye bhi.


    Click image for larger version

Name:	IMG-20210916-WA0013.jpg
Views:	8
Size:	18.8 کلوبائٹ
ID:	12551817
    Importance

    Fundamental analysis aksar security aur market ki basic aur taweel aarsy ke sarmaya kari ko define karne ke liye use ki jaati hai .Aur technical nale ka kam aarsy ki sarmaya kari k decision ke liye istemal Kiya jata hai.

اب آن لائن

Working...
X