AVERAGE TRUE RANGE STRATEGY
*ASALAM O ALAIKUM* members
What is ATR?
The average true range (ATR) is a market volatility indicator used in technical analysis. It is typically derived from the 14-day simple moving average of a series of true range indicators. The ATR was originally developed for use in commodities markets but has since been applied to all types of securities.
jitna aapke pass jyada knowledge Hoga aap utani acchi trade karte rahenge aap apne experience ko demo account per improve kar sakte hain aaj main aapke sath jis topic per Apne knowledge ko share karna chahta hun vah Hai ATR indicator Ham isko kaise Apne trade mein use Karke Apne trade ko profitable banaa sakte hain aur kis Tarah buy ya sell ka signal provide karta Hai To aaj Ham is study karte hain isko understand karne ki koshish karte hain Taki hamare knowledge mein bhi improvement ho.
WHAT IS ATR INDICATOR ?
Average true range ek technical indicator hai jo ki market mein volatility ko measure karta Hai yah indicator trading pair ki price ko time period mein decompose Karke volatility batata Hai basically yah ek moving average hoti hai jo ke 14 period ki true range karti hai isliye average true range kaha jata hai
AVERAGE TRUE RANGE TRADING STRATEGY
Average true range hamen market mein sirf volatility ke bare mein batata Hai yah market ke trend ki direction ke bare mein kuchh Nahin batata isko trading mein volatility find karne ke liye use Kiya jata Hai jiske iske 2 levels hote hain niche ki taraf zero to 20 ka level hota Hai jab ke upar ki taraf 80 to 100 ka level hota hai agar ATR ine donon mein se Kisi level ko touch karta Hai To yah hamen indicate karta Hai jaise ki 0 to 200 ke level ko low volatility ke level ho hai aur ismein trade ki jaaye jab ki 80 to 100 ka level high volatility ka level hoti hai high volatility ka level hai aur ismein trade lene ka kaha jata hai aur bich mein 50 ka level load hota hai agar ATR 50 se above ho to yah normal volatility ka indicate karta Hai jabki 50 se niche low volatility hoti hai.
Key Takeaways
Jaise ki yah indicator sirf volatility ko measure karta hai aur market ke trend aur direction ke bare mein koi information Nahin deta to sometimes ho sakta hai market ka trend revers hone wala ho aur market mein volatility aa jaaye jab ke user yah samajh sakta hai ki old trend mein volatility hai aur vah recording to trade kar sakta hai to use loss Hoga isliye isko bahut kam trader use karte hain.