What is Currency Pair and its Types/////////
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Currency Pair and its Types/////////
    dear member, main umeed karti hun ap sab kehriyat sy hon gay, or forex market sy acha gain kar rahy hon gay. Trading main successful hony k liye ap ko achi tara apna experience hasil karna hota hai.tab hi ap successful hon gay. Forex trading mein currency pairs ki bahut importance hoti hai. Aagr ap market main different currency pairs per apni trading ko perfect banana chahte Hain,to aapko currency pairs ki basic information zaroor pata honi cheye, otherwise ap currency pairs per profitable trading nahin kr sakhty Hain or risk ko minimize kar sakhty hain.
    CURRENCY CREATION//
    Dear member Forex trading mein agar aap currency pairs ki formation ko study krty Hain, to jab ap 2 currency pairs ko different important grounds ki basis per properly classified krty hain, or market main en ko trading kay liye offer krty Hain.
    CURRENCY PAIRS//
    Currency Pairs basically 2 different countries ki currencies ko compile krna hota hai, jab ap different currency pairs ka different basis per comparison krty Hain, tu different important analysis krny per apni en currency pairs per trading kr sakhty Hain, ismein aapko same time per aik currency pair ko buy or dosry ko sell krna hota hai.


    CURRENCY PAIRS CATEGORIES//
    Dear member Forex trading market mein utilised hony wali different currency pairs ko properly different types ko classified kr sakhty Hain. Enki briefly explantation ap sa share krta hun, Jo apk liye helpful ho sakhti Hain.
    MAXIMUM VOLATILE//
    Dear member Forex trading mein agr ap major currency pairs ko properly explain krna chahaty Hain, tu ismie apko simply ya dekhna hota hai, js currency pairs main USD currency involved hota hai, usy ap major currency pairs khety Hain. Is main aapko kuch example da Kay iski further explanation ktna chahata Hun.
    * EURUSD
    * GBPUSD
    * USDJPY
    * USDCHF
    * USDCAD
    * AUDCAD
    * NZDUSD






    CROSS CURRENCY PAIRS//
    Dear member agar aap Forex trading mein eisy currency pairs ko study krty Hain, jismain USD currency involved Ni hota, un currency pairs ko aap Cross currency pairs kaha jata hai. En currency pairs ki kuch example ap sa share krta chahata Hun.
    * EUR USD
    * USD JPY
    * GBP USD
    * USD CHF


    * USD CAD

    * AUD USD

    * NZD USD

    LESS VOLATIlITY//
    Dear members Forex trading mein agar aap minor currency pairs ko study krty Hain, tu ismein aapko different devolving countries Kay currency pairs include hoty Hain. Dear member agar apko forex trading mein different currency pairs ko properly study karte Hain, tu definitely ismein aap ko bahut zyda advantages hasil ho sakhty Hain.

اب آن لائن

Working...
X