Importance of ART

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of ART
    AOA
    INTRODUCTION

    Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahe Khush rahen aur mahfuz rahe forex trading mein acchi trading karen achcha profit hasil Karen jitna aapke pass jyada knowledge Hoga aap utani acchi trade karte rahenge aap apne experience ko demo account per improve kar sakte hain aaj main aapke sath jis topic per Apne knowledge ko share karna chahta hun vah Hai ART indicator Ham isko kaise Apne trade mein use Karke Apne trade ko profitable banaa sakte hain aur kis Tarah buy ya sell ka signal provide karta Hai To aaj Ham is study karte hain isko understand karne ki koshish karte hain Taki hamare knowledge mein bhi imporvment ho

    WHAT ARE ART INTEGRATED


    Average true range ek technical indicator hai jo ki market mein volatility ko mearsur karta Hai yah indicator trading pair ki price ko time period mein decompose Karke volatility batata Hai basically yah ek moving average hoti hai jo ke 14 period ki true range karti hai isliye average true range kaha jata hai



    USAGE OF AVERAGE TRUE RANGE INDICATOR


    Average true range hamen market mein sirf volatility ke bare mein batata Hai yah market ke trend ki direction ke bare mein kuchh Nahin batata isko trading mein volatility find karne ke liye use Kiya jata Hai jiske iske 2 levels hote hain niche ki taraf zero to 20 ka level hota Hai jab ke upar ki taraf 80 to 100 ka level hota hai agar ART ine donon mein se Kisi level ko touch karta Hai To yah hamen indicate karta Hai jaise ki 0 to 200 ke level ko low volatility ke level ho hai aur ismein trade ki jaaye jab ki 80 to 100 ka level high volatility ka level hoti hai high volatility ka level hai aur ismein trade lene ka kaha jata hai aur bich mein 50 ka level load hota hai agar ART 50 se above ho to yah normal volatility ka indicate karta Hai jabki 50 se niche low volatility hoti hai



    LIMITATION OF ART



    Jaise ki yah indicator sirf volatility ko mearsure karta hai aur market ke trend aur direction ke bare mein koi information Nahin deta to baz o aukat ho sakta hai market ka trend revers hone wala ho aur market mein volatility aa jaaye jab ke user yah samajh sakta hai ki old trend mein volatility hai aur vah recording to trade kar sakta hai to use loss Hoga isliye isko bahut kam trader use karte hain

اب آن لائن

Working...
X