zigzag indicator sath trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    zigzag indicator sath trading
    introduction.

    Aoa members umeed ha ap sub kheriyat ke sath hon gyn or bahut achhy cy ap thread ko read out krty hon or oss pe amal krne ki kohsish b krty hon gyn dear members aj ka hamara ju thread type ha wo ha trasing mn hum zigzag indicator kassy use krty han or forex trading mn zigzag trading ki kea ehmiyat ha wo b ap ko btaein gyn sb cy pahly tu zigzag ke related apko images nechy ju di gae ha ap wo dikh len..


    Click image for larger version

Name:	ZigZagNQexplain.gif
Views:	10
Size:	24.5 کلوبائٹ
ID:	12549886

    Zigzag indicator trading mn kasy work krta ha

    indicator k name pay click karnay say yeh indicator chart pay apply ho jata hai, agar ham isk colours ko change karna chahtay hain to iski setting main propperty k button pay click karnay say colours ka manue appear hota hai jis say isk colour ki settings bhi mumkin hoty hai. Zig zag indicator ko apply karnay k liye ap neechay aik screenshot ko bhi daikh saktay hain jis say isay apply karna aur bhi ziada asaan ho jaeyega.aik prices ko identified karnay ka indicator hai. Jab market chart pay Zigzag indicator prices ko higher low k hisaab say movements karnay lag jata hai to is baat ki confirmation karna possible hai k is wakt price ka trend bhi high hai aur prices ki movements bhi high area main movements kar rahi hai, aur jab chart pay Zig zag indicator lower low creat karta hai to tab is baat ka andaza lagaya ja sakta hai k chart pay price ka trend bearish hai isi tarha say traders is indicator ka use kartay huway hhum yah sb samjh b sakty hann..

    Click image for larger version

Name:	ZigZagINTC1pt.gif
Views:	2
Size:	17.6 کلوبائٹ
ID:	12549887

    zigzag ki resistance kea hoti ha

    chahte hain to uske liye important hai ki Ham pahle se iske bare mein knowledge lekar kam Karen to hamen fayda milega kyunki market mein agar Ham without experience ke kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi important hota hai ki Ham pahle se market ka knowledge lekar kam karen to aasani se Ham trading mein profit Le sakte hain indicator ka juice use time karna chahie jab market mein movement kam ho rahi ho hamen tamam knowledge lekar FIR trading mein kam yah tamam hum ko dikhna hota ha ke icc ke value ko b smjhna hota ha or ju members yah smjh gaay smjhu wo kamyab hu gya wrna bhai loss e hota ha lihaxa loss cy bach jaaau

اب آن لائن

Working...
X