demo par kam karo
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    agar app chahty ho k real account me app ko zeyda profit ho or kabi b app ko es se loss na ho wo es ka 1 hi tareeqa hay demo par learning karna.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      G han my dear friends forex traders ko sab se pehle forex trading market main real trading karne se pehle forex main demo account ko use karin jab tak demo account par forex ki practice nai kar lete forex ki samjh nai ati.
      • #18 Collapse

        je main ap ke bat se agre karta hon kah agar ham log forex main kamyab hona chate hain to hamin chae kah phale ham log demo main traning hasel karen takah hamare knowledge main bhe azafa ho hamin tajarba bhe hasel ho jis se ham log ache tradar ban ke ache profit hasel kar sakte hain .as lae hamin chae kah ham log bohat zyada mahnat or lagan ke sath forex main kam karen to ham log ache profit hasel kar sakte hain.
        • #19 Collapse

          ji han dost blkl thk bt ki apny and mai apki bt sy 100% agree krta hun.. mai khud new trader hun abi aur bqi k new traders sy b yhi kehna chahta hun k please phly demo pe practice kren phr real trading account pe jaen wrna apko loss hoskta hai..
          • #20 Collapse

            Ap logo ko pahly demo account par kam karna chahy us ky bad ap log kamyab bhe sakty hay,,,
            • #21 Collapse

              demo pay kam karnay ki adat hume apnay liye bhot he zrori had tak tak bana leni chahye ku k jb tak hum apni yeh adat nahi banae gay hum kuch b hasil nahi kar sake gay or hume kuch milna me samjhta hun k asan nahi ho sake ga demo bhot he achi learning ki cheez hai is ko zror seekha kare.
              • #22 Collapse

                Meri new traders ko yehi advice hy keh woh demo account main pehlay 2 ya 3 month kam kar lain aur phir us key bad real trading main aa jaye, Yeh business everlasting hy aur aap ko forever profit dey sakta hy. Hamain jald bazi nahi karni aur aram sey is business ko seekhna hy aur is sey profit banana hy.
                • #23 Collapse

                  Demo account isi leye banaya jata hy keh risky trading start krney sey pehlay is ki practice kr li jaye. Kisi bhi kam ki agar aap pehlay practice kr lain to is main asani ho jati hy. Isi tarah forex aik risky business hy aur demo account main practice kr li jaye to hamain kafi techniques aur strategies ka pata chal jata hy aur hum in ko asani sey use kr saktey hain.
                  • #24 Collapse

                    demo pr kaam krna boht zyadh zrori hy q k demo pr kaam krny sy ap ko pta chlta hy k mt4 ko kaisy use krna hy q k agr ap mt4 k sary tool live account pr check kro gy to ap ko loss ho ga q k live pr hr jga pr to trae open nai kiy ja skty hein ess liy demo account boht zyadh zrori hy ta k ap ko loss b na ho aur practice b ho jay
                    • #25 Collapse

                      ji ha bhi jan demo par kam krn abohat zarori hy hum ko is par kam krny ka bgar forex ma trading nhi krny ho gi warna hum ko is par bohat sa loss ka samna krn apad skta hy ji ha bhi jee demo account is veay important in forex trading
                      https://t.me/pump_upp
                      • #26 Collapse

                        G forex trading business mein new trader ko cahaiye k WO Sab se pehly demo account par practice karain kiok demo account par practice kar k WO forex trading ki achi learning hasil kar sakty han aur forex trading business knowledge bhi hasil kar sakty han aur forex trading ka experience bhi hasil kar sakty han kiok demo account par trading risk free hoti hy js se achi learning hoti hy
                        • #27 Collapse

                          Demo account practice key leye banaya jata hy aur is main kam kr key aap ki trading perfect ho sakti hy. Yeh practice key leye best platform hy aur yahan different strategies ko test kia jata hy aur phir real account main use kia jata hy. Practice sey confidence main izafa hota hy aur loss ka fear bhi khatam ho jata hy.
                          • #28 Collapse

                            Re: demo par kam karo

                            Hello everyone 😊😊......
                            Trading krna utna asan n h jitna dikhne m lagta h ye bht tricky or dangerous work h isko smjhne m bht sari mehnat lagti h jitni mehnat hoga utna phal mily ga.
                            "Mehnat kamyabi ki kunji hai."
                            Agr ham experience bnana chahty hn apna trading m to demo account ka zda sy zda use kren jitna isko use kren gy utna hamen zda knowledge mily ga utna hmry liye faida h utni hi hamen mehnat krni pary gi...
                            Demo account use krne sy zda sy zda charts ki movement ks analysis ham kren gy jis sy hmra hi faida hoga.
                            Shukrya ❤️
                            • #29 Collapse

                              Re: demo par kam karo

                              je han belkul hamen forex mein khoob mehnaat say kam karna chihay ham log forex mein jetni ache mehnaat say kam karen gay to he ham log forex mein apni mehnaat say r himaat say kam kar kay bohut ache earning hasell kar saken gay hamen daily basis par ache learning ko behtar kar kam karna chihay ham log forex mein jetni ache mehnaat say kaam karen gay ham log forex say otni he ache earning hasel kar saken gay hamen apni mistake say sabak hasell karna chihay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: demo par kam karo

                                Ji haan bilkul theek baat hai, Forex main Kamyab honay k lye Pehle Demo account par Practice karna Zaroori hai, kyn k Demo main PRactice karnay say Ek to Humen REal Investment karnay ki Zaroorat nai hoti aur Doosra Hum Bagari Loss k Dar k Forex main Ek Acha Experience b hasil kar lete hain, JO Log Demo Account par Practice nai kartay aur Direct Real Account main Practice Start kar dete hain to Wo Hamesha Loss main hi rahtay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X