Assalamu alaikum dear forex friends kaise hain aap sab ummid hai khairiyat se honge aur forex trading business mein apni acchi working quality ki vajah se achcha profit hasil kar rahe honge dear jab aap forest trading business mein kam karti hai to different important indicators ko find out karte Hain to aapko bahut achcha advantage hasil hota hai isiliye aapko profitable trading karne ke liye acche platform per invite kiya jata hai aaj main aapko ek bahut hi indicator jisko aap elegator indicator ki kahate Hain uske bare mein kuchh important baten share karun aur main ummid Karti Hun ki yah information aapko is indicator ko samajhne mein bahut jyada madad degi aur agar aap is information ke mutabik market ko analysis karte hue apna koi bhi order place karenge to aapko achcha profit hasil hoga.
Alligator indicator:
Dear friends alligator indicator ek bahut hi important indicator hai yah ek aisa indicator hai jo aapko multiple moving average ki base per Apne faisle karne ke liye bahut important information Deta hai jab aap market mein jyada se jyada advantage hasil karne ke liye different platforms ko find karte hain to uski base per aap apne faisle kar rahe hote hain isiliye aapko indicator important role play karta hai aapki acchi decision making mein.
![Click image for larger version
Name: alligator-indicator.png
Views: 5
Size: 63.7 کلوبائٹ
ID: 12549828](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12549828&d=1647341725)
Developer of Alligator indicator:
Alligator indicators "Bill Williams" ne banaya tha alligator ka istemal current prices ke rojhanat aur unki basic Simt ko find out karne ke liye Kiya jata hai current situation ki alava professional traders different situations mein dakhil hone ke liye alligator indicator ka istemal karte Hain asal mein yah dekhne ki indicator line ka ek majma hai jo fractional geometry aur non linear dynamics ka istemal karte Hain ismein teen basic lines ke naam se jaane jaate Hain.
Red Line (Alligator teeth):
Alligator indicator mein aapko teen different lines najar aati hai jo ki aapko sabse important red color ki line hoti hai jo aapko elegator ke teeth show kar rahi hoti hai. Asal mein iski important information ki base per hi aapko trading Karni hoti hai aur ismein aapko different moving average ki base per entry lekar hi achcha profit mil sakta hai.
Blue Line (Alligator Jaws):
Study karte Hain to ismein aapko jo blue line najar aati hai usko alligator jaws ka naam Diya jata hai aur yah line aapko important information deti hai ki isko kaise market ki situation ko samajhte hue trading ki ja sakti hai.
Green Line (Alligator lips):
Dear friends jab aap alligator indicator ki lines ko study karte Hain to green colour ki jo line aapko najar aati hai usko alligator mouth ka naam Diya jata hai ya alligator lips kaha jata hai iski base per bhi aap market mein acchi entry Le sakte hain aur yah bhi aapko achcha profit hasil karne mein bahut jyada madad deti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим