About"Rainbow Oscillator"
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    About"Rainbow Oscillator"
    Assalm-o-Alikum dear members Rainbow Oscillator ; Dear friend market main successful Hona Chahte Hain To aapko different candlestick k related proper information honi chahie ta k ap successful trading kar sakyn. Jab bhi market ka trend aik khaas direction sy dosri direction mein change hota hy hum is hony wali changing ko Reversal trend kehty hen. Reversal ky ban'ny sy pehly market jis taraf move kar rahi hoti hy usi he same direction mein barrhti chali jati hy.agr ap market main kamyabi Hasil karna chahte hain to ismein ap ko bhot acha profit milta hai. market mein koi trend temporary toor par Reversal hota hy to ham isy Retracement ka naam dety hen. Matlab ye ky market ka trend completely toor par change nahin ho raha hota, dosre taraf jab prices rainbow oscillator ke taraf chale jate hein to Rainbow Oscillator flate hona shoron ho jata hey to es baat k indicate karta hey keh market stable hey bandwidth kam ho raha hey rainbow oscillator ke values nechay gerna 20 say nechay jana aik phir unstable market ko indicate karte hey market kay majodah trend ka achanak reversall janay ka bhe risk hota hai. Market mein aisi movement aksar market mein high impact news ke bad hoti hai. Hamen har bar market mein trade lagane se pahle market ko acche tarike se analysis kar lena chahie.

    Explanation of Rainbow Oscillator. Rainbow oscillator say trend continuation and reversal kay signals milty hain. Ager rainbow ki width ziadah ho to yeh mojudah trend ki continuation ka signal daita hay. Above 80 say up range ho to yeh hamain market instability ka bata rahi hoti hay aur yeh hamain darasal market main jald he mojudah trend ki reversal ka signal day raha hota hay. Isi tarah ager indicator below 20 oscillation main ho to yahan bhi market ki again instability ka pata chal raha hota hay aur yeh bhi reversal kay signal daiti hay. Jab keh 20 say 80 kay darmian range hamain market ki stability ka bata rahi hoti hai. Click image for larger version

Name:	images (11).png
Views:	8
Size:	24.1 کلوبائٹ
ID:	12549810
    Trade with Rainbow Oscillator :
    dear jaisa keh pore dunya jante hai ky stock market ke movement makhsos trend ko follow karte hey rainbow oscillator kai kesam kay technical tools ko estamal karta hey trend ke diretion mein kai kesam ke tabdele karnay mein estamal kea jata hey or yeh bohut he makbol he indicator hai.rainbow oscillator director kay tor par kaam karta hey kun keh yeh market kay ups or down ko follow karta hey rainbow ke increase hote hove choray es baat ko indicate karte hey keh majodah trend jare rehnay ka emkan hey Rainbow oscillator ke jare rehnay ke value ka emkan hota hey rainbow oscillator ke value 80 say values market ko unstable karnay or majodah trend kay reversal karnay kay emkan ko indicate karte hai. Hamen chahie ki ham Market ko analyse karne ke liye indicators ko use karin aur apni trading ko strong banaen aur acha profit hasil karin .
    Click image for larger version

Name:	images (12).png
Views:	3
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12549811

اب آن لائن

Working...
X