Hedging Strategy kia hy aur isky fawaid aur nuqsanat ki tafseel
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging Strategy kia hy aur isky fawaid aur nuqsanat ki tafseel
    Forex trading ma trader ki trade jb big loss ma chal parti hai to us ko aksar ye khatra lahak ho jata hai us ka account wash hont ja raha hai. Asy ma trader running trade kiot k mutabik ik or trade opposite side par open kar lena hedging kehlata hai. Asa karny sy trader ka profit or loss freeze ho jata hai. Es topic ma ham hedging k advantages or disadvantages ko b consider karyn gy.Hedge trading hi 1 esi strategy hay jo key har time use nahi ki ja sakti hay aur jo trader hedge strategy key baghir trading nahi kar sakty esy traders expert ban hi nahi sakty hey, trader ka ye rule hona chaye key loss hony par aur es ko recover karny key ley hi hedge trading karni chaye agar ham har trade hi loss key baghir be hedge trading strategy ka use karen gey to ye hamary experience ko kam kar sakti hay.
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	13
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12549769
    Advantages of Hedging :
    Forex trading me hedging ka basical purpose ya hota hai ki Jab aap market Mein Koi Bhi trade open karte hain aur Market aapko favour nahin karti To Aisi situation main aapko market Mein Apne account ki safety ko maintain karne ke liye Apne account per hi Jind karna hoti hai isase aapko account per margin call receive Nahin Hoti aur jab market aapki favour Mein aati hai aisi situation main aap market se exit plan istemal karte hue nikal Jaate Hain aur ismein aapko bahut jyada advantages ho sakte hain no doubt yah Ek bahut hi important aur profitable technique hoti hai jo aapki account ki safety ko bhi maintain kar rahi hoti hai.
    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	3
Size:	7.8 کلوبائٹ
ID:	12549770
    Disadvantage of Hedging
    Market Mein in trading strategies ke Kuchh disadvantage bhi Hote Hain isliye traders ko market Mein trading strategies ko bahut hi carefully use karna chahie Kyunki market Mein Kuchh raiders Aise Bhi Hote Hain Jo ke in trading strategies ke bare mein complete information Hasil kiye bagair hi ine apni trading ke liye use karte hain to Is Tarah Se vah in trading strategies ke jariye se acche advantage Hasil karne ki vajah unhen disadvantage ka Samna karna padta hai isliye Tamam members ko Inko properly tarike se understand karna chahie aur unke bare mein complete information Hasil karne ke bad hi apni trade Mein use karna chahie
    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	1
Size:	10.0 کلوبائٹ
ID:	12549771

اب آن لائن

Working...
X