Crypto currency Vs Paer Currency.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Crypto currency Vs Paer Currency.
    Assalamu Alaikum member Main ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge dear jab aap market Mein kam karte hain to aapko bahut hi important information ke liye aagar Rahana hota hai agar aap proper new information ko share karte hain aur new information ko Hasil karte hain to aapko ismein bahut acche point Mil Rahe hote hain isliye aapko koshish Karni chahie kya aap use Jyada Se Jyada trading Kota ke har Aane wali new information se aap Agar Rah sake main aaj aapse bahut hi detail ke sath aur important information share karungi jo aapki trading ko profitable banaa sakti hai to Mera topic Hai cryptocurrency vs paper currency kya hai.

    What is Cryptocurrency:

    Dear cryptocurrency Aisi digital currency ko kaha Jata Hai Jisko computerised ya scare tarike se sev Kiya jata hai aur yah Ek khyali currency Hoti Hai Kyunki iska koi bhi jahiri vajud nahin Hota Hai kreta currency Mein Kyon Ke block ke method use kiye Jaate Hain Is vajah Se is Mein Do numberi Aur jalipan takriban momkani Hai cripto currency Kisi bhi countries ki taraf se Saya Nahin Ki jaati hai aur na hi yah Kisi government ki mutahat hoti hai Jo isko control kar sake cripto currency government control se bahar hone ki vajah se ismein government ki do numberi ke chances na Mumkin hai.

    Click image for larger version

Name:	images (51).jpeg
Views:	1
Size:	44.0 کلوبائٹ
ID:	12549713

    Cryptocurrency Ka Khayal 1985 Mein pesh Kiya gaya tha aur iska bakayda Aakash Bitcoin ki currency se 2009 mein hua Bitcoin is time Puri world mein na sirf Crepe currency mein se balke Aam contries currencies mein bhi sabse powerful currency hai aajkal market Mein iski rate 11000 se upper Hai Bitcoin ke alava cripto currency Mein light ko ine bitcoines cash vagaira Shamil Hai digital currency bhi bahut Sare countries mein kanuni hai aur Pakistan mein pahla Iske business per pabandi hai Pakistan mein Mani laundering aur terrorism financial ke Bada masala chal raha hai is vajah se iska Business mein per filhal pabandi hai.

    What is Paper Currency:

    Dear hard currency ya paper currency ka aagaaj bahut purana aur purane time mein metal Sona aur Chandi Ki Shek hard currency ke Taur per use hote hain modern currency ka aagaaj 1664 mein shivdan ke bank Ne pahle bakayda currency ka Awaaz kiya tha Uske bad yah different marhall Se gujarta Hua hamare pass is Shakal Mein Aaya Hai.

    Click image for larger version

Name:	images (52).jpeg
Views:	1
Size:	87.1 کلوبائٹ
ID:	12549714

    Paper currency ko aam taur per gold ki jamanat ke Taur per Jari Kiya Ja chuka hai aur is per mention hota hai ki yah government ki official Bank ki taraf se Hamare liye ek jamanat Hai Puri Duniya Mein Har EK contries ka Apne presentation note hote hain aur isase vah Apna country per maujud business ke liye use karte hain is time paper ya bank note Mein sabse strong currency Kuwait dinner hai aur sabse kamjor currency Irani rail hai.

    Forex Trading And Currency:

    Dear forest trading Mein aajkal Har broker takriban donon type se currency Mein trade Karvate Hain hard currency ke trading Ka aagaaj 2973 Mein Britain wood agreement ke dissolved hone per start ho gaya aur kraptor currency ka Awaaz modern time Mein Hi Hua Hai cripto currency abhi tariki ke marhall se Gujar rahi hai forest trading Asal kam hi currency exchange ka karta hai aur ismein daily ke lihaj se takriban 5 trillion dollars ki investment ya transaction hoti hai abhi is Daur Mein barabar ka part Ban chuki hai.[/I]

    Click image for larger version

Name:	images (53).jpeg
Views:	2
Size:	41.1 کلوبائٹ
ID:	12549715

اب آن لائن

Working...
X