Trade with Deliberation Candlestick Pattern.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade with Deliberation Candlestick Pattern.
    Introduction

    Assalamu Alaikum dear member kya haal chaal hai main Amit karta hun aap sab log khairiyat se Honge aur Market Mein Achcha kam bhi kar rahe Honge I Ho ki aap Achcha bonus bihasan kar rahe Honge dear market Mein Koi Bhi kam karne ke liye aapke pass time management ko jaruri hai Jitna time aap market ko Doge na hi aapko knowledge aur experience Hoga usi ko Yad kar aap ek Achcha airing bhi kar Sakoge aur Kafi Jyada profit bhi Hasil kar Sakoge FIR aaj main aapke pass Ek Naya topic Lekar Aaya hun ummid Hai topic se aapko Kafi Jyada knowledge Hasil hoga

    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	8
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	12549716


    Deliberation candlestick pattern aik trend reversal candlestick pattern hai jo aik munasib tarteeb mein lagataar teen blush candlestick se bana hai. is candlestick pattern ko stalled candlestick pattern ke naam se bhi jana jata hai .ghhor o fikar ka andaaz kisi had tak teen bullish candle jesa hy , lekin candle ki bnawat mein farq hota hy .


    How to identify deliberation candlestick patterns?


    Deliberation Candlestick pattern mian 3 bullish candles banti hian jo jo k ik makhsoos sequence or makhsoos banawat mian hoti hy .is pattern ko smjhnay k leay chand points drj zail hain.

    pehli candle stuck aik numaya taizi ki Candle ho gi .doosri candlestick ko pichli candlestick ki ibtidayi qeemat se oopar khulna chahiye, aur usay aakhri candlestick ki onche qeemat se oopar band hona chahiye .
    aakhri candlestick mein aik chhota sa jism aur aik hi iftitahi qeemat honi chahiye. yeh ya to pichlle candlestick ki oonchai ke oopar ya onche se neechay band ho sakta hai. lekin yeh aik taiz hona chahiye.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12549717

    How to Trade with Deliberation.

    Deliberation candlestick pattern ke andar teen taizi ki candles kharidaron ki raftaar ki nishandahi karti hain .pehli blush candle stuck kharidaron ki taiz raftari ki numaindagi karti hai. aglay session mein kharidaron ki raftaar kam ho jaye gi. teesray / aakhri session mein, kharidaron ki raftaar aik choti candle ki tashkeel ki wajah se numaya tor par kam ho jaye gi .is se zahir hota hai ke waqt ke sath sath kharidaron ki qowat kam hoti ja rahi hai, aur baichnay walon ki taaqat barh rahi hai. teesri koshish mein, khredar taizi ki raftaar kho den ge, aur baichnay walay market par ghalba haasil karen ge. nateejay ke tor par, qeemat kam ho jaye ga .

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	1
Size:	8.1 کلوبائٹ
ID:	12549718

    Candles Formation



    Deliberation candlestick pattern prices k top main assets k resistance level par banta hai, jahan se prices ne bearish trend reversal main tabdeel hona hota hai. Ye pattern teen lagatar bullish candles ka aik majmoa hai, jiss main teeno candles higher high par close hoti hai, jin ki tafseel darjazel hai;


    First Candle:


    Deliberation candlestick patteren ki pehli candle aik bullish candles hoti hai, jo k real body main strong candle banti hai, aur ye candle prices k uptrend ki tasalsul ki alamat hoti hai. Pattern ki pehli candle aik bagher upper aur lower shadow ki hoti hai, jiss ka open price close price se ooper hota hai.

    2. Second Candle:

    Deliberation candlestick patteren ki dosri candle bhi same pehli candle ki tarah aik bullish candle hoti hai. Ye candle pehli candle k real body ya uss k close price k baad open hoti hai, jo k upper par close hoti hai. Iss ka candle ki real body pehli candle k muqabele main kam hoti hai, jab k ye candle shadow ki sath hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	1
Size:	14.1 کلوبائٹ
ID:	12549719


    3. Third Candle:


    Deliberation candlestick patteren ki teesri candle bhi same pechli do candles ki tarah aik bullish candle hoti hai, jo k dosri candle k real body ya uss k close price par open ho kar upper par close hoti hai. Ye candle ziada tar pechli dono candles se size main kam hoti hai, jab k ye candle aik marubozu candle hoti hai.


    Explanation

    Deliberation candlestick pattern price chart par banne wale un pattern main shamil hen, k jiss main shamil tamam candles same pattern k hone k bawajood bhi ye trend reversal ka kaam karti hai. Pattern price chart par bullish trend ya high price area main banta hai, jo k matloba timeframe main ye position prices k leye resistance zone sabi hota hai. Pattern teen bullish candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jo k prices k higher side par strongness show karti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle se real body main kam hoti hai, lekin up and down shadow k sath pehli candle k upper par close hoti hai. Pattern ki last candle aik small real body wali bullish candle hoti hai, jiss k upper aur lower side par koi shadow nahi hota yanni ye aik marubozu candle hoti hai.

اب آن لائن

Working...
X