Trading on gold
hello friends sub kaise hai or kaise trading kar rahe hai umeed hai ke sub members ki trading good chal rahi ho gai or sub members yaha per trading ki learning kar rahe ho gay
or use faida bhe lay rahe ho gay forex trading business ko learn karna zarori hai agr hum acha analysis karna chahite hai tu hume forex market ke bare me knowledge hasil karna
chahiye jaisa ke me aj gold ka analysis karne jaa raha ho or ap ko aj gold ka jaiza do ga gold aik fast move karne wala commodities hai is per trading stop loss ke sath karni hai.
gold ka Jaiza
gold ko hum agr abi daikhay H4 time frame tu hume gold apni resistance level per nazar aa raha hai lakin kuch din pahle ya sell trend me move kar raha tha or bohat hi fast fast
down side per jaa raha tha 1878.63 se nichay gira sell ki move ki or nichay 1680.00 per se is ne support li ab hum daikhtay hai ke ab gold ki market apne resistance level ke pass
move kar rahi hai jo ke 1805.00 hai gold ki market yaha se resist kar sakti hai agr hum trade karna chahte hai tu hume yaha se market ko sell kar lena chahiye or stop loss hume
1815.00 set karna chahiye or take profit hum 1730.00 rakh saktay hai ya gold per aik jaiza hai ya just knowledge base post hai agr koi trade karta hai tu wo apni marzi se kare ga
or apne risk per kare ga trade karne se pahle market ka jaiza hud bhe karna chahiye or money management ke sath hi trade kare lot size ko apne account ke mutabiq rakhay.
Break out agr gold kare
agr gold break out kare apne resistance leve 1805.00 ko tu us per bhe hum trade kar sakte hai market me buy ki entry le saktay hai or us ka target 1860.00 ho sakta hai hume
take profit ko apne hisab se ya market ki current position daikh kar change bhe kar sakte hai.